Results 1 to 7 of 7

Thread: Meri Behan

  1. #1
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Mideast
    Posts
    6,040
    Mentioned
    246 Post(s)
    Tagged
    5075 Thread(s)
    Rep Power
    18

    Default Meri Behan

    Meri behan piyari si,
    Mere ghum mein,
    Khushi deine wali,
    Meri kamyabi par,
    Dua deine wali,
    Muskil waqt mein,
    Hal paish karne wali,
    Pasandeeda khanei pakanei wali,
    Mujh se ghalti ho,
    To maaf karne wali,
    Dil barra rakhnei wali,
    Narazi ke waqt,
    Meethi baatein karnei wali,
    Khuda ka shukr guzar hoon,
    Aur yaad rakha hoon,
    Meri behan piyari si,
    Kitni sabr wali!

  2. #2
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Karachi, Pakistan
    Posts
    7,579
    Mentioned
    553 Post(s)
    Tagged
    5446 Thread(s)
    Rep Power
    1088797

    Default Re: Meri Behan

    Wah chandbhai, bohat hi khoobsurat aur asaan lafzoon main yeh nasr likhii gayii hay, yoon lagta hay kay likhnay waalay nay apnay sachay jazbaat ko lafzoon ki shakal day kar iss screen per bikhair dia hoon, inn lafzoon say sachayii aur bhai ka apni behan kay liye sachay pyar ki khushboo humain yahan tak mehsoos ho rahi hay, bohat khoob

    Aap nay yaqeenan yeh nasr apni behan ko dedicate ki hogi, ALLAH SWT aap kay pyar main mazeed izaafa karain aur aap bhai behan ko khushiyon say nawaazay!

    meri jaanib say aap dono kay naam yeh chotii see nazm!

    Mera hurf hurf dua dua
    meri ansooyon say dhula dhula
    tujhay zindagi ki sehar milay
    tujhay aiyenon ka safar milay
    koi gard-e-gham na paR sakay
    tuu issi tarah chupa rahay!

    Khush rahyeh
    Quote Originally Posted by Chandbhai View Post
    Meri behan piyari si,
    Mere ghum mein,
    Khushi deine wali,
    Meri kamyabi par,
    Dua deine wali,
    Muskil waqt mein,
    Hal paish karne wali,
    Pasandeeda khanei pakanei wali,
    Mujh se ghalti ho,
    To maaf karne wali,
    Dil barra rakhnei wali,
    Narazi ke waqt,
    Meethi baatein karnei wali,
    Khuda ka shukr guzar hoon,
    Aur yaad rakha hoon,
    Meri behan piyari si,
    Kitni sabr wali!

  3. #3
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Mideast
    Posts
    6,040
    Mentioned
    246 Post(s)
    Tagged
    5075 Thread(s)
    Rep Power
    18

    Default Re: Meri Behan

    JAzak Allahu khair yaar yes indeed it is fro my sister e azeez..Aameen Aameen..thank u..like it

  4. #4
    Join Date
    Jul 2011
    Location
    Karachi Pakistan
    Posts
    13,592
    Mentioned
    62 Post(s)
    Tagged
    7109 Thread(s)
    Rep Power
    21474863

    Default Re: Meri Behan

    achi likhi hai..kuch kami hai inAshaAllah likhte raho ge to dor hojaen gi

  5. #5
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Mideast
    Posts
    6,040
    Mentioned
    246 Post(s)
    Tagged
    5075 Thread(s)
    Rep Power
    18

    Default Re: Meri Behan

    Shukria behan

  6. #6
    Join Date
    Feb 2009
    Location
    City Of Light
    Posts
    26,767
    Mentioned
    144 Post(s)
    Tagged
    10310 Thread(s)
    Rep Power
    21474878

    Default Re: Meri Behan




    3297731y763i7owcz zps9ed156a3 - Meri Behan

    MAY OUR COUNTRY PROGRESS IN EVERYWHERE AND IN EVERYTHING SO THAT THE WHOLE WORLD SHOULD HAVE PROUD ON US
    PAKISTAN ZINDABAD











  7. #7
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Mideast
    Posts
    6,040
    Mentioned
    246 Post(s)
    Tagged
    5075 Thread(s)
    Rep Power
    18

    Default Re: Meri Behan

    Thanks behnoo

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •