Page 2 of 3 FirstFirst 123 LastLast
Results 11 to 20 of 22

Thread: Bila unwaan...

  1. #11
    Join Date
    Apr 2010
    Location
    k, s, a
    Posts
    14,630
    Mentioned
    215 Post(s)
    Tagged
    10287 Thread(s)
    Rep Power
    1503272

    Default Re: Bila unwaan...

    likha hai

    likhti rahoooo

  2. #12
    Join Date
    May 2013
    Location
    pakistan
    Posts
    5,719
    Mentioned
    128 Post(s)
    Tagged
    7184 Thread(s)
    Rep Power
    644262

    Default Re: Bila unwaan...

    Quote Originally Posted by sannan View Post
    Maaf key jiye ga muhatram aap nay mairi pahli bat kounsi manti jo har bat aa gai ?

    Kabhi chup chap reh k b tamasha ban-na parrta hai
    na aye hont pe siski ye chal b kerna parrta hai

    main phir bazid hoon kah chal bhi karna parta hay kissi bhi sourat naheen likha ja sakta, Khuda ra Urdu par he taras kha lain, thora buhat chal jata hay leekan iss tarah ka qatal-e-aam .....

    aik baar phir mau'zrat leekan aap khud parah kar daikhain kay rabat banta hay kah naheen ? chalan dikhawa ya kuch aur word chal sakta hay leekan yah word

    na aye hont pe siski ye Dikhawa b kerna parrta hai
    nai kerna theek qibla men apni marzi ka malik hun
    badakhuwar2 zps199b7191 - Bila unwaan...

  3. #13
    Join Date
    May 2013
    Location
    pakistan
    Posts
    5,719
    Mentioned
    128 Post(s)
    Tagged
    7184 Thread(s)
    Rep Power
    644262

    Default Re: Bila unwaan...

    Quote Originally Posted by attiaahsan View Post
    likha hai

    likhti rahoooo
    ach
    badakhuwar2 zps199b7191 - Bila unwaan...

  4. #14
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Desert
    Posts
    1,138
    Mentioned
    42 Post(s)
    Tagged
    1957 Thread(s)
    Rep Power
    13

    Default Re: Bila unwaan...

    Quote Originally Posted by shazia rana View Post

    nai kerna theek qibla men apni marzi ka malik hun
    Ciggrate Noshi beemari key alamat, wazarat-e-Sahat

  5. #15
    Join Date
    May 2013
    Location
    pakistan
    Posts
    5,719
    Mentioned
    128 Post(s)
    Tagged
    7184 Thread(s)
    Rep Power
    644262

    Default Re: Bila unwaan...

    Quote Originally Posted by sannan View Post
    Ciggrate Noshi beemari key alamat, wazarat-e-Sahat
    khud tu ap ne miswak munh men dali hui hai
    badakhuwar2 zps199b7191 - Bila unwaan...

  6. #16
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Desert
    Posts
    1,138
    Mentioned
    42 Post(s)
    Tagged
    1957 Thread(s)
    Rep Power
    13

    Default Re: Bila unwaan...

    Quote Originally Posted by shazia rana View Post

    khud tu ap ne miswak munh men dali hui hai
    Yah miswak kay aagay aag lagi hay Muhtarma

  7. #17
    Join Date
    Jul 2011
    Location
    Karachi Pakistan
    Posts
    13,592
    Mentioned
    62 Post(s)
    Tagged
    7109 Thread(s)
    Rep Power
    21474863

    Default Re: Bila unwaan...

    Quote Originally Posted by shazia rana View Post
    Kabhi chup chap reh k b tamasha ban-na parrta hai
    na aye hont pe siski ye chal b kerna parrta hai

    udaasi men b mehfil ho,kabhi rona bina ansu
    kuch aisa bhais bhar k tamkinat se chalna parrta hai

    kisi ki deed ka toona,kisi ka bolna jadu
    kabhi aise he kisi sehar ko khud torrna parrta hai

    haqiqat wo nhi jo mene dekhi apne khwabon men
    haqiqat wo,jise khwabon men b torrna parrta hai

    sitare asman pe hon ya meri ankhon k pyalon men
    jo apni dastras men hon unhen he marna parrta hai

    ZIA tum kiun naseeb apne pe rote ho,bilakte ho
    kuch bin dekhe khwabon ka b tawan bharna parrta hai...
    bohat achi likhi hai,,but itni khubsurat ghazl ko nazam ka namm dene pe muje atraz hai,ye khain se b nazam nai

  8. #18
    Join Date
    May 2013
    Location
    pakistan
    Posts
    5,719
    Mentioned
    128 Post(s)
    Tagged
    7184 Thread(s)
    Rep Power
    644262

    Default Re: Bila unwaan...

    Quote Originally Posted by sweet.kiran View Post


    bohat achi likhi hai,,but itni khubsurat ghazl ko nazam ka namm dene pe muje atraz hai,ye khain se b nazam nai
    frankly speaking mujhe aj tak ghazal or nazam ka faraq nai pta chla,thanx for informing
    badakhuwar2 zps199b7191 - Bila unwaan...

  9. #19
    Join Date
    Jul 2011
    Location
    Karachi Pakistan
    Posts
    13,592
    Mentioned
    62 Post(s)
    Tagged
    7109 Thread(s)
    Rep Power
    21474863

    Default Re: Bila unwaan...

    Quote Originally Posted by shazia rana View Post

    frankly speaking mujhe aj tak ghazal or nazam ka faraq nai pta chla,thanx for informing
    jis mai qafia radeef same hon or repet hon wo gzl hoti hai or jo same na ho wo nazam dimple,, hmm kafia radef ka b nai pata to yun samjo k 2 2 linz k agar 5 6 coplez hain or un mai end k lafz same hain yani same beher hai to wo galz hoti hai

  10. #20
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Karachi, Pakistan
    Posts
    7,579
    Mentioned
    553 Post(s)
    Tagged
    5446 Thread(s)
    Rep Power
    1088797

    Default

    bohat khoob
    Quote Originally Posted by shazia rana View Post
    Kabhi chup chap reh k b tamasha ban-na parrta hai
    na aye hont pe siski ye chal b kerna parrta hai

    udaasi men b mehfil ho,kabhi rona bina ansu
    kuch aisa bhais bhar k tamkinat se chalna parrta hai

    kisi ki deed ka toona,kisi ka bolna jadu
    kabhi aise he kisi sehar ko khud torrna parrta hai

    haqiqat wo nhi jo mene dekhi apne khwabon men
    haqiqat wo,jise khwabon men b torrna parrta hai

    sitare asman pe hon ya meri ankhon k pyalon men
    jo apni dastras men hon unhen he marna parrta hai

    ZIA tum kiun naseeb apne pe rote ho,bilakte ho
    kuch bin dekhe khwabon ka b tawan bharna parrta hai...

Page 2 of 3 FirstFirst 123 LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •