Dont Share My Recipies in another forums okay
Masoor ki daal
Masoor ki daal........................................ Half KG
Lahsan...................................................... ...6 Joye
Namak...................................Hasb e Zaiqa
Sukh mirch Powder............................Adhi chaye ak chamch
Haldi.............................................1 Chutki
Garam masala powder....................................2 chutki k brabar
Hara Dhaniya................................Hasb e Zarurat
Oil............................................. Tarkay/Bhaghar k luye
=======================================
Aik pateeli main 4 se 6 glass pani aur dhuli hui aur zara si grainde ki hui masoor ki dal dal dein
is k sath lehsan k 4 joye namak mirch haldi bhi dla ker chuljhe epr charha dein ubal main he yeh pake gy steam mat lagayein
jab se ubal ubal ker daal gal ajye aur garhi ho jaye
ti dusre chulhe epr oil garam ker k us main lehsan k do joye jo bchay s eslice kat ker fry ker lein
Brown ho to yeh bhagar masoor ki dalako laga dein
then wapis zara daal jis pain main bhagar lagaya dalein hala ker wapis pateele main dal dein
then dhanya dal dijiye aur garam masala
aur bus phir srv ekrien aur han namak check ker lijiye ga aur boiled rice k sath yeh daal srv ekrein