-
Re: Urdu Adab & Mazah Competition October 2013
Iss main mind karnay ki kia baat hay Kiran jee, agar 6 lafzoon ko 100% main divide karain tou yeh lines 83.33% aik shayeri line say miltii hain not 99.9% kiyonki pehla hurf SAATH hatta kar main nay LAMS kardiya
Ab aisay scenario main, meri wazahat mundarjazayl hay:
1. Hum shaa'yeri say inspired hotay hain tou waisay hi alfaaz apnay opper munsalik kartay hain jaisay kabhi kabhi kuch sha'ayeri paRh kar humain aisa mehsoos hota hay kay yeh sha'ayeri shayed hum per hi likhii gayii hay, tou bas jab yeh tasweer dekhii tou foran zehan main yehi lines aayiin jo main nay likh diin.
2. Ab yeh 100% tou naa shaair ki hain aur na hi 100% meri, barhaal iss main jiddat tou main nay kii hay (sha'air sahab say mazrat kay saath
3. Ab jab main yeh lukh chuka hoon aur aap nay issay APPROVE bhi nahin kia tou main tou 'results' kay aanay say pehlay hi 'disqualify' hogaya, kyonki according to the rule, aik member srif aik hi entry kar sakta hay
4. Ab aap phir keh dain, kitna kam bolte ho tum
Originally Posted by
sweet.kiran
sorry dear but apki ye line aek poetry ki first line se 99.9% milti hai to plz kindly ap as ko change kar den,koi or line likh le,,umeed hai mind nai karo ge
-
Photobucket
-
Re: Urdu Adab & Mazah Competition October 2013
walaikum assalam
" Suno... hath thaama hai to ... chor mat jana ab..!!"
..!!
-
Re: Urdu Adab & Mazah Competition October 2013
​Hum to Doby hain sath tumhain b le dobain ge sanam......!!
-
Re: Urdu Adab & Mazah Competition October 2013
hathon ki lakeeron main likha hai tera mera dil ka rishta hai
-
Re: Urdu Adab & Mazah Competition October 2013
ღ∞ ι ωιll αlωαуѕ ¢нσσѕє уσυ ∞ღ
Posting Permissions
- You may not post new threads
- You may not post replies
- You may not post attachments
- You may not edit your posts
-
Forum Rules