Ahaan yummy
مٹکا گوشت
جزاء:
مٹن گوشت ایک کلو
Ù„Ûسن ادرک(پیسٹ) ایک کھانے کا Ú†Ù…Ú†
سرخ مرچ اور دھنیا پاؤڈر ایک چائے کا Ú†Ù…Ú†Û
Ûلدی تھوڑی سی
دÛÛŒ پاؤ
پیاز ایک عدد
کالا اور سÙید Ø²ÛŒØ±Û Ø§ÛŒÚ© چائے کا Ú†Ù…Ú†
تیل ایک کپ
Ù…ÛŒØ¯Û Ø§ÛŒÚ© کھانے کا Ú†Ù…Ú†
نمک Ø+سب ضرورت
ترکیب:
گوشت دیگچی میں ڈال کر چولÛÛ’ پر رکھ دیں اور اتنا پانی ڈالیں Ú©Û Ú¯ÙˆØ´Øª Ú¯Ù„ جائے ساتھ Ù„Ûسن بھی ڈال دیں
جب پانی ابل جائے تو اس میں دھنیا، مرچ اور Ûلدی پاؤڈر، نمک اور آدھا Ú©Ù¾ تیل بھی ساتھ ڈال دیں۔
جب گوشت Ú¯Ù„ جائے تو اچھی طرØ+ بھون لیں۔ پھر اس میں دÛÛŒ پھینٹ کر ڈالیں اور پھر بھونیں پھر تقریباًایک گلاس پانی ڈال دیں
جب سالن اچھی طرØ+ Ù¾Ú©Ù†Û’ Ù„Ú¯Û’ تو تھوڑے سے پانی میں Ù…ÛŒØ¯Û Ú¯Ú¾ÙˆÙ„ کر ڈالیں سÙید اور کالا Ø²ÛŒØ±Û Ø¨Ú¾ÙˆÙ† کر اور پیس کر ڈالیں
اور 5-4منٹ پکا کر اتار دیں۔ باقی تیل Ú©Ùˆ گرم کر یں پھر اس میں ایک Ú†Ù¹Ú©ÛŒ پسی Ûوئی لال مرچ ڈالیں،
Ù¾ÛÙ„Û’ سے جلا Ûوا Ú©ÙˆØ¦Ù„Û Ø³Ø§Ù„Ù† میں رکھ کر بگھار دیں لذیذ مٹکا گوشت تیار ÛÛ’Û”
Assalaam-O-alaikum Attiaahsan
Thanks for sharing.
kaafi alag tarkeeb hay, umooman hum gosht lehsan kay saath ubaal kar alag handi main rakhtay hain aur dosri matkay numa haandi main tayl ko garam kar kay piyaz ko brown kar laitay hain aur phir ubla huwa gosht uss main daal kar bhoon laita hain..
iss tarkeeb main yeh samajh nahin aaya kay AJZAA main PIYAZ tou hay magar tarkeeb main kahin istimaal nahii hoyii aur ublay huway paani main AADHA CUP TAYL daalnay waala nuskha bhi kuch samajh nahin aaya.
I am not chellenging your recipe laikin shayed prepration main kahin kuch missing hain, kindly clarify.
Khush rahyeh
nice.....
---------------- -----------------
-------------------------------------------------------------
some people are worth
melting for....!!!
..(olaf)..
------------------------------------------------------------------------
Aap ne tammam chezion k sath hi oil dal dena hai aur jab pani khushak ho jaye ga aap ko Isi oil main bhon lina hai
Aur piyaz optional hai jo kuch log bhagar mai Istamaal kartay hain jo half cup oil becha hoya hai oss mai fry kar k uper se bhagar lagana hai
Wasse mera talaaq punjab se hai aur hum shorbay walla ghosht b Isi tarah banaty hain sab ajaz ko aik sath dall kar obal liaty hain aur baad main bhon kar pani dal kar shorba bana litay hain yeh thora desi taraika hai
yummy sharing