Khuda ke nazar mein,
Nabi e ikram ke kahlao se,
Logon ke dimaghon ke dard se,
Zulmat ke panjei ke girft se,
Haste dushmanon ke dhamkion se,
Barre plots ke qeematon se,
Arzoo poori karne ke anjam se,
Social trendon ka peecha karne se,
Azabon ke ahaton se,
Barkaton ko aaq karne se,
Islam ke zud se bahir hone se,
Gunahon ki lapaitt se,
Na sirf insan ne dozakh kamaa-ee,
Balke apne Rabb aur Nabi ko bhi,
Apna dushman bana liya hai,
Iss se barr kar kiya bura ho sakta hai,
Ke nabi aur rabb hum se larra-ee karein gai,
Yeh to Kufr ke qareeb cheez hai,
Agar hum samjhein to,
Hoshiar ho ja-en Musalmano,
Hum yeh kabi nahin kar sakte hein,
Kyun ke humari ummat ko izaz mila hai,
Yeh mut bhool bhaytein,
Sub haram chorr dein,
Apne izzat aur Rabb wa Nabi ke liye!