کچھ کہنا تھا اُسے بھی اور مجھے بھی
اُس نے چاہا میں کچھ کہوں میریِ ضد بات وہ کرے
یہی سوچتے سوچتے زمانے بیت گئے
نہ اس کی اَناٹوٹی نہ میری ضد
اس کی انا فصیل تھی تو میری ضد چٹان
انا اور ضد کے اِسی تضاد میں
سفرِزندگی یونہی رواں رہا
وقت کٹتا رہا درد بڑھتا
اور سفر اختتام کو پُہنچا
اختتامِ سفر یہ رہا
میری آنکھوں میں ہلکی سی نمی
اور شاید اس کی زندگی میں تھوڑی سی کمی
اُس کی انا شکست خوردہ
میری ضد ریزہ ریزہ
hansi iss liye aagayiii kay aik doosray ko chanay kay bawajood bhi izhar-e-mohabbat na kar payay, aur poori umar guzaar dii srif iss intizaar main kay koi aik pehal kar day... yeh lamhay waqayii bohat mushkil hotay hain zindagi main jab LaRka issay apnay ANA aur laRkii issay apni HAYA ka masla bana lay....
Yoon jalnay say behtar tou yehi hay kay izhaar kar dia jaayay, kam az kam banda aik taraf ka tou hota hay, warna aasray main rehta hay sahyedh abhi kahay ka tab kahay aur ghar waalay alag parayshaan kay 'kambakht' kisi rishtay kay liye haan hi nahin bolti ya bolta bas issi liye hansi agayii..!
Waisay laRkii ki HAYA samajh main aati hay magar laRkay ki ANA (uff yeh ana waalay laRkay tou mujhay waisay hi zehar lagtay hain huh)... Khair shayed ussay apnay GAAL kay laal honay ka darr hoo, warna kehnay main koi harj nahin
nice
Bohat khub
boht khoooob..............umda nihayat he umda sharing