Assalaam-O-alaikum
Bohat hi khoobsurat tehreer hay, aur bohat hi gehrii baat hay.... main Ishfaq sahab ko challenge karoon meri basaat nahin, magar itna zaroor kahoon ga kay 'Khamoosh rehnay say behtar hay kay Insaan zikar-e-ilaahii karay, yaqeenan ALLAH ka zikar diloon ko itiminaan bakhsta hay, aur jiss dil main itminaan ALLAH ki taraf say hoo woh dil yaqeenan uss Rab Ajwajal kay qareebtar hota hay'
May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN
FI amaan ALLAH
Bilkul sahi keh rahi hain aap attia jee, TANHAYII aisii cheese hay jahan SHAITAN ka attack aap per bharpoor hota hay, issay liye aisay mouqay per aap shaitan ko challenge kartay huway apnay RAB ko yaad rakhtay hain tou woh amal zaroor ALLAH SWT kay nazdeek bohat mehboob hoga,... baaki bachpan main kitaabon main paRha tha I think 4th Standard main kay 'Khaali insaan ka dimaagh shaitan ka kaarkhaana hota hay' uss waqt baat sahiii samajh nahin aayiii bagar jaisay jaisay maturity aatii gayii iss chotii siii baat ki ahmiyat ka andaaza hota gaya, ALLAH SWT humain hidayat ata karay AMEEN SUM AMEEN, thanks for your comments, khush rahyey
V.Nice Sharing
i like it
Nice