~HaAni~
Safar zeest me tere saath ki khatir jaana
Un manzilon ko b chora hai jo mera muqadar the'n
sweet.kiran
naz
Tumhaari Aankh Se Dil Tak Safar Karna Hai Buss Hum Ko
Yeh Kitni KhubSoorat Manziloon Ka Raasta HoGa
jam786
سفر ہے شرط مسافر نواز بہتیرے
ہزار ہا شجرِ سایہ دار راہ میں ہے
zindagi jee
farida aslam
Umeed ka saya hai, na raasta hai na manzil!
Hum kitanay akelay hain Mohabbat ke safar mein!
Zindagi
Batayen Kya Tumhe Yaaro, Kahan Thehre Kahan Pohanche,
Hazaron Daastanain Hain Safar Ke Sath Waabasta..
sarfraz_qamar
پھروہی شامِ تماشاہے،سحرکےبعد بھی٠
پھروہی بےمنزلی، ختمِ سفر کے بعد بھی
TariqRaheel
منیر اس ملک پر آسیب کا سایہ ہے یا کیا ہے
کہ گردش تیز تر ہے اور سفر آہستہ آہستہ
شاعر: منیر نیازی
Falling Tears
hay shauq-e-safar aisa ik umar hui hum nay
manzil bhi nahi paii aur rasta bhi nahi badla
attiaahsan
یہ کون پھر سے اُنہی راستوں میں چھوڑ گیا
ابھی ابھی میں عذابِ سفر سے نکلا تھا
LoViNg IrFaN
walaikum assalam
Chup Chup chal rahay thay safar-e-hayat main
tum par nazar pari to gumraah hogye..!!
thefire1
Apnii Marzi Say, Kahan Apnay SAFAR Kay Hum Hain!!
Rukh Hawa'oon Ka Jidhar Ka Hay, Udhar K Hum Hain
Arosa Hya
Safar Ki Had Hai Waha'N Tak Ke Kuch Nishan Rahe
Chale Chalo Ke Jaha'N Tak Ye Aasmaan Rahe