Kehna tou sab kuch aasaan hota hay, nibhaana mushkil... main tou unn ki keh raha hoon jo waqayii main sachi mohabbat kartay hain aur unki baat nahin kar raha jo srif dhikaway ki mohabbat kartay hain aur ussay sachii gardaantay phiratay hain
Zaroori tou nahin kay jo jhootay hain wohii qasmain khaayain, practically sachay bhi qasam khaanay per majboor ho jaatay hain, haan albatta qasam na khaana ziyada behtar hota hay, insaan ki baat main confidence aur uss kay iman main itni taaqat honii chayeh kay apni sachii baat manwaayay (baghair qasmoon kay saaharay kay)!!
uff main nay phir say bolna shoooru kardia