Results 1 to 8 of 8

Thread: Gazal

  1. #1
    Join Date
    Jun 2012
    Location
    Pakistan
    Posts
    310
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    952 Thread(s)
    Rep Power
    13

    Default Gazal

    Jal bhi chukey Parwaney, Ho bhi chuki ruswayi,
    Ab khaak urraney ko baithey hain TaMashayi..

    Taaron ki Ziya dil mein ek aag lagati hai,
    Aaram say raaton ko sotey hain Saudayi..

    Raaton ki udaasi mein Khamosh hai dil mera,
    Be'his hain tamanayein neend aayi k maut Aayi..

    Ab dil ko Kisi Karwat say aaram nahi milta,
    Ek umar Ka rona hai, Do din ki Shanasayi..

    Ek shaam wo Aaye thy, Ek raat Firozaan thi,
    Wo ShaaM Nahi Lauti, Wo Raat Nahi Aayi...!!

  2. #2
    Join Date
    Jun 2012
    Location
    Pakistan
    Posts
    310
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    952 Thread(s)
    Rep Power
    13

    Default Re: Gazal

    Quote Originally Posted by Rehan Qazi View Post

    thanxx...

  3. #3
    *jamshed*'s Avatar
    *jamshed* is offline کچھ یادیں ،کچھ باتیں
    Join Date
    Oct 2010
    Location
    every heart
    Posts
    14,585
    Mentioned
    138 Post(s)
    Tagged
    8346 Thread(s)
    Rep Power
    21474865

    Default Re: Gazal

    Zabardast
    کہاں اتنی سزائیں تھیں بھلا اس زندگانی میں
    ہزاروں گھر ہوئے روشن جو میرا دل جلا محسنؔ

  4. #4

    Ye apne ap ko thanx kis liye bol rahey hein???
    کہاں اتنی سزائیں تھیں بھلا اس زندگانی میں
    ہزاروں گھر ہوئے روشن جو میرا دل جلا محسنؔ

  5. #5
    Join Date
    Feb 2009
    Location
    City Of Light
    Posts
    26,767
    Mentioned
    144 Post(s)
    Tagged
    10310 Thread(s)
    Rep Power
    21474878

    Default Re: Gazal

    buhat khub

    3297731y763i7owcz zps9ed156a3 - Gazal

    MAY OUR COUNTRY PROGRESS IN EVERYWHERE AND IN EVERYTHING SO THAT THE WHOLE WORLD SHOULD HAVE PROUD ON US
    PAKISTAN ZINDABAD

  6. #6
    Join Date
    Jun 2012
    Location
    Pakistan
    Posts
    310
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    952 Thread(s)
    Rep Power
    13

    Default Re: Gazal

    Quote Originally Posted by *jamshed* View Post
    Zabardast
    thanx...

  7. #7
    Join Date
    Jun 2012
    Location
    Pakistan
    Posts
    310
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    952 Thread(s)
    Rep Power
    13

    Default Re: Gazal

    Quote Originally Posted by Zindagi View Post
    buhat khub
    thanxx ji.....

  8. #8
    Join Date
    Jun 2012
    Location
    Pakistan
    Posts
    310
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    952 Thread(s)
    Rep Power
    13

    Default Re: Gazal

    Quote Originally Posted by *jamshed* View Post

    Ye apne ap ko thanx kis liye bol rahey hein???
    wo ji na koi banda seedha b hota hai, mujhay laga tha k shayad thanx likes waley ko recieve ho ga, par mujhay he ho gaya, ho haye......

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •