Wah janab bohat khoob.... mousam-e-sarma ki aamad per aik achi tehreer hay, thanks for sharing....
ab main nay iss main kuch tabdeeli ki, lafzoo ki haira pherii ki hay, srif aik hi line main, pata nahin kiyon kuch 'shararat' sii sojhi aap ki share ki hoyee iss line ko paRh kar :lol
Apnay thanday thanday haath meray galoon per rakh kar kehtii hay
'Ab bhi sudhar jaa bachuu warna gaal aisay lal karoongi kay kashmir ka sayb kahay gay tumharay gaal dekh kar log'