Chahatain charh gain nafraton ki saleeb per
sitara e hijjar phir gram e safar honay ko hay
wah
Hasti ki mutta zeer o zabar honay ko hay
Zeest main phir aik raqs e sharar honay ko hay
bey khuab aankhon main hasraton ki dhool
Nakhal e arzoo aab beysamar honay ko hay
Chahatain charh gain nafraton ki saleeb per
sitara e hijjar phir gram e safar honay ko hay
Naam palkon say aaraz kay gulab nikhar gay
Deeda e taar ik mutta e hunnar honay ko hay
Nay koi naqsh e khial na koi muzdah e wasal
Sada e jaars phir bey asar honay ko hay
Chahatain charh gain nafraton ki saleeb per
sitara e hijjar phir gram e safar honay ko hay
wah
bey khuab aankhon main hasraton ki dhool
Nakhal e arzoo aab beysamar honay ko hay
Bohat Bohat khoob .. jitni taareef karon kam hay
buhat he zaberdast
buhat he khoobsurat likha hai apnay...
maza aya parh ker...
SD ki Basanti
Chal DhanoOo
I Love the feelings When U Hold My Hand....
bey khuab aankhon main hasraton ki dhool
Nakhal e arzoo aab beysamar honay ko hay
wahhhhhhhh.. kya kehnay.. sahib kya ghazal likh dali.. MashaAllah.. bohat pasand aayee.. dhairo'n daad qabool kijiye.. aur inayat kertay rahiye ga.. Nawazish..
wafa aur dua ke saath
withlove
bey khuab aankhon main hasraton ki dhool
Nakhal e arzoo aab beysamar honay ko hay
wha buhat umdha
bohat umda ghazal
nice..........