bohai hi achi nazam hai... parh kar pata chalta hai k nazam achi hai
cheeko (*jamshed*)
woik shakhs dastras mein tha
us saymilna tumharay bus mein tha
uski aankhain tumhari aankhain thin
us kibaatain tumhari baatain thin
uska chehra tumhara chehra tha
us kdil per tumhara pehra tha
uski her sans mein basi thin tum
us keher lafz mein khili thin tum
uske sapnoon mein bhi rachi thin tum
us kineendoon mein jagti thin tum
wojo kehta tha be-qarari hai
merisari wafa tumhari hai
sirftum se mujhay muhabbat hai
sirftum se meri haqiqat hai
kitnibaatain mein keh naheen sakta
doortum se mein reh naheen sakta
tabtum us ke her aik jumlay ko
tabtum us ke her aik jazbay ko
ikhansi mein urraya karti thin
sun ketum bhool jaya kerti thin
uski aankhoon dekhti jab wo
bay-niyazike dard sehta tha
bhooljana tumhari a'adat thi
phirbhi kitna malol rehta tha
apnitanha'i ke galay lag ker
saryaansoo wo ro gaya ik din
aikpathar se dil lagi ker ke
khudbhi pathar ka ho gaya ik din
abwo tum say to kuchh naheen kehta
bay-nayazike dukh naheen sehta
uski aankhain abus ki aankhain hain
us kibaatain ab us ki baatain hain
bhooljana tumhari a'adat hai
us kibaatoon ko bhool jaoo na!!
abwo ik shakhs dastras mein naheen
us semilna tumharay bas mein naheen
kis leay ab udas bethi ho?
Last edited by ~HaAni~; 02-12-2013 at 10:22 PM.