Page 10 of 11 FirstFirst ... 891011 LastLast
Results 91 to 100 of 110

Thread: Bint E Aadam's Diary

  1. #91
    Join Date
    Jul 2008
    Location
    Sialkot Pakistan
    Age
    38
    Posts
    2,056
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default Re: Bint E Aadam's Diary

    Kitni Mayoos Si SadA Hoti Hai,

    Palat Kar Dekho To Hawa Hoti Hai,

    WoH Muje Zindgi KiTarhan Lagta Tha,

    Lekin Zindgi B Tu Bewafa Hoti Hai

  2. #92
    Join Date
    Jul 2008
    Location
    Sialkot Pakistan
    Age
    38
    Posts
    2,056
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default Re: Bint E Aadam's Diary

    Kitna ajeeb apni zindgi ka safar nikla,

    Sare jahan ka dard apna muqadar nikla,

    Jis k naam apni zindgi ka har lamha kar dia,

    Afsos wohi hamari chahat seybe-khaber nikla...!!!

  3. #93
    Join Date
    Jul 2008
    Location
    Sialkot Pakistan
    Age
    38
    Posts
    2,056
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default Re: Bint E Aadam's Diary

    kisi kisi ko koi itna pyar deta hai

    falak se chand sitare utar deta ha

    Tery milny ki talab mujh ko zinda rakhti hai

    Tujh sy judai ka dar Mujh ko mar deta hai

  4. #94
    Join Date
    Jul 2008
    Location
    Sialkot Pakistan
    Age
    38
    Posts
    2,056
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default Re: Bint E Aadam's Diary

    Khwahish DiLki hr chiz bhula deti ha

    Band ankhon my sapny saja deti hai

    Spno ki ek dunya zror rkhna tm b

    Kyu k hqiqat to aksr rula deti ha.

  5. #95
    Join Date
    Jul 2008
    Location
    Sialkot Pakistan
    Age
    38
    Posts
    2,056
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default Re: Bint E Aadam's Diary

    Usay Yeh Shoq K Mohabbat Ki Bheek Mai Mangon,
    Meri Ye Zid K Taqaza Mera Usool Nahi.


    Usay Yeh Shoq K Uski Sari Zidien Houn Puri,
    Meri Yeh Zid K Ruswai Mujhy Qubol Nahi.


    Usay Yeh Shoq K Sari Chahat Usy Doon Aur Woh Luta Day,
    Meri Yeh Zid K Meri Chahat Itni Fuzool Nahi.


    Usay Yeh Shoq K Kantain Na Lagein Hathon Me,
    Meri Yeh Zid K Qismat Me Sirf Phool Nahi.


    Usy Ye Shoq K Hans K Sahun Sari Taklefein,
    Meri Ye Zid K Mera Pyar Koi Urti Hui Dhool Nahi...

  6. #96
    Join Date
    Jul 2008
    Location
    Sialkot Pakistan
    Age
    38
    Posts
    2,056
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default Re: Bint E Aadam's Diary

    Tery Ikhlaq Se DOSTI Ki Hai,

    Tere Ehsas Se DOSTI Ki Hai,

    Tu Mery Pas Nhi Hai,

    Phir Bhi.......! Mai Ne Teri Yaad Se DOSTI Ki Hai,

    Kabhi Tu Ny Mujhy Yaad Keya Ho Ga

    Mai Ny Un Lamhat Se DOSTI Ki Hai,

    Jin Mein Hon Sirf Tere Or Mere Batein...

    Mai Ny Un Oqat Se DOSTI Ki Hai..

    Jo Mehakty Hon Teri.......

    DOSTI Se Mai Ny Un Jazbat Sy....

    DOSTI Ki Hai.!!!

  7. #97
    Join Date
    Jul 2008
    Location
    Sialkot Pakistan
    Age
    38
    Posts
    2,056
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default Re: Bint E Aadam's Diary

    Raat kat'ti rahi Chand dhalta raha ...

    Aatish-e-hijar mein koi jalta raha ...

    Ghar ki tanhayaan dil ko dasti rahien ...

    koi bechain karwat badalta raha ...

    Aas-o-umeed ki shamma roshan rahi ...

    Ghar ki dehleez ko koi tak'ta raha ...

    Raat bhar chandni gungunati rahi ...

    Raat bhar koi tanha sisakta raha ...

    Ashk palkön pe aa k bikharte rahe ...

    Naam lab pe uska larzta raha ...

    Aaj phir raat ho gai basar ...

    Aaj phir koi khud se ulajhta raha

  8. #98
    Join Date
    Jul 2008
    Location
    Sialkot Pakistan
    Age
    38
    Posts
    2,056
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default Re: Bint E Aadam's Diary

    Nahi Acha Koi ishara Saaf Keh Do Na

    Kahan Tak Sath Do Gay Tum Hamara Saaf Keh Do Na

    Judai Ki Tarha Darya Bhi Apne Sath Chalta He

    Nahi Milta Kinare Se Kinara Saaf Keh Do Na

    Bahane Apni MaJbori K Kyon Aakar Sunate Ho

    Qasoor is Main Nahi Koi TuMhara Saaf Keh Do Na

    Humain Tanhai K Taaney Tum Mat Do Ghair K Agay

    K Hum Bhi Dhoond Lein Koi Sahara Saaf Keh Do Na

    Hmare Hath Ki Aksar Lakirein Milti Julti Han

    Magar Milta Nahi Apna Sitara Saaf Keh Do na.

  9. #99
    Join Date
    Jul 2008
    Location
    Sialkot Pakistan
    Age
    38
    Posts
    2,056
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default Re: Bint E Aadam's Diary

    Mom ki trah piglte hue dekha usko

    Rut jo bdli to bdlte hue dkha usko

    Wo jo kanto ko bhi narmi se choa karta tha

    Hm ne pholo ko mslte hue dkha usko

    Jane ks ghum ko chupane ki tamanna hy usay

    Aj hr bat pe haste hue dkhe usko

    Jane wo mange jata ha duaon mai kisey?

    Hath uthate hi rote hue dekha usKo

  10. #100
    Join Date
    Jul 2008
    Location
    Sialkot Pakistan
    Age
    38
    Posts
    2,056
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default Re: Bint E Aadam's Diary

    Hum hi thehre saza waar or khata kuch b nhi,

    Tu kya samajhta hai tere baad hoa kuch b nhi,

    Yaad jab aae teri yaad raha kuch b nhi,

    Dil ne bas aah bhari or kaha kuch b nhi,

    Waqt ki tarha ye sansain b rawaan hain ab tak,

    Ik bas ashk thame or ruka kuch b nhi,

    Hath se hath chura kr gaya jab se tu,

    Meine us waqt se in hathon se chuwa kuch b nhi,

    Kash wo mujh se keh de achanak aa kr,

    K! Tere baad mere jeewan mein bacha kuch b nhi!

Page 10 of 11 FirstFirst ... 891011 LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •