Page 7 of 11 FirstFirst ... 56789 ... LastLast
Results 61 to 70 of 110

Thread: Bint E Aadam's Diary

  1. #61
    Join Date
    Jul 2008
    Location
    Sialkot Pakistan
    Age
    38
    Posts
    2,056
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default Re: Bint E Aadam's Diary

    Doobti kashtiyon ko b kinary milty hain

    tooty dilon ko b sahary milte hain,

    ZINDAGI bohat pyari cheez hai per

    kuch log Zindagi se b pyary milte hain

  2. #62
    Join Date
    Jul 2008
    Location
    Sialkot Pakistan
    Age
    38
    Posts
    2,056
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default Re: Bint E Aadam's Diary

    Zulf raaton si hai rangat hai ujalon jaisi,

    Per tabiat hai wohi bhoolnay walon jaisi,

    Dhoondta phirta hoon logon mein shabahat us ki,

    Ke wo khawabon mein bhi lagti hai khayalon jaisi,

    Us ki baatain bhi dil-aavez hain surat ki tarha,

    Meri sochain bhi pareshan mere baalon jaisi,

    Us ki aankhon ko kabhi ghaur se dekha hai FaiZ,

    Ronay walon ki tarha jaagnay walon jaisi...

  3. #63
    Join Date
    Jul 2008
    Location
    Sialkot Pakistan
    Age
    38
    Posts
    2,056
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default Re: Bint E Aadam's Diary

    Zamane se suna tha k mohbat haar jati ha"...

    jo chahat ik tarf ki ho wo chahat haar jati ha" ...

    kahein pr dua ka aik lafz b asar kar jata ha,

    "kahin barsön ki ebadat haar jati ha"..

    mohbat kb ksi ko dushmani ka dars deti ha,

    "mohbat ki to bazi main adawat haar jati ha"...

    hame kitney b shikwey hun uski jafaun k",

    par us k samney her ik shikayat haar jati ha"...

    ik arzo si ha k usko bhol jayen hum",

    per uski yad atey hi ye hasrat haar jati ha

  4. #64
    Join Date
    Jul 2008
    Location
    Sialkot Pakistan
    Age
    38
    Posts
    2,056
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default Re: Bint E Aadam's Diary

    Yad rakhna or phr bhula dena,,

    Uski aadat hai youn saza dena,,

    Apni muhabat me zara sadgi dekho,,

    Jo chor jaye us ko b dua dena,

    Wo kehta hai mohabat men kuch fasla rahay,,

    Hum chahtay hain apna sub kuch luta dena

    Ik guzarish hai agr man jao to

    Wafa k badle hamesha wafa dena..

  5. #65
    Join Date
    Jul 2008
    Location
    Sialkot Pakistan
    Age
    38
    Posts
    2,056
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default Re: Bint E Aadam's Diary

    MUJE BAS ITNA KEHNA Hy..

    Kbi Main Yad Aon to,

    kbi Tanhai Ki Ratain Tumain Zyada Stain To,

    kbi Jo Dost Sathi Bhi Jo Tum Se Rooth Jain To,

    kbi Kuch Kehna Chaho Or Koi Sun Na Pay To..!

    Apni Ankhon Ko Band Krna,

    Muje Awaz De Lena,

    Mere Kandhay Pr Sar Rakh Kr,

    Tum Jitna Chaho Ro Lena..

    !MUJE BS ITNA KEHNA Hy..

    Kbi bhi Dukh Ya Khushion Mae,

    Humain Dil Se Pukaro Gay,

    Muje Tum Sath Pao Gay..!

    MUJE BS ITNA KEHNA Hy!

  6. #66
    Join Date
    Jul 2008
    Location
    Sialkot Pakistan
    Age
    38
    Posts
    2,056
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default Re: Bint E Aadam's Diary

    Bachpan Ka ZMANA Hota Tha

    Khush¡yon Ka KHAZANA Hota Tha

    Chahat CHAND Ko Paane Ki

    DiL Titlee Ka DEWANA Hota Tha

    Rone Ki Waja Na Hoti Thi

    Hansne Ka BAHANA Hota Tha

    Khabar Na Thi Kuch Subah Ki

    Na Shamon Ka THiKANA Hota Tha

    DAADi Ki Kahani Hoti Thi

    Pariyon Ka FASANA Hota Tha

    Gham Ki Zuban Na Hoti Thi,.

    Na Zakhmon Ka PAYMANA Hota Tha

    Barish Mai Kaghaz Ki KASHTi,.

    Hr Mosam SUHANA Hota Tha

    Wo Khel Wo SAATHi Hotay Thy,.

    Her R¡shta N¡BHANA hota tha,

  7. #67
    Join Date
    Jul 2008
    Location
    Sialkot Pakistan
    Age
    38
    Posts
    2,056
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default Re: Bint E Aadam's Diary

    .....................

  8. #68
    Join Date
    Jul 2008
    Location
    Sialkot Pakistan
    Age
    38
    Posts
    2,056
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default Re: Bint E Aadam's Diary

    Dukh dard ki barsat ne pagal bana diya,

    Tanha samjh k rat ne pagal bana diya,

    Shikwa nhi kisi se kisi se gila nhi,

    Mjhko mer halat ne pagal bana diya,

    Ye bi nhi k unse milen bar bar hum,

    Bus 1 mulaqat ne pagal bana diya,

    Kehta hai wo her bat pe pagal to nhi tum,

    Mjhko to isi bat ne pagal bana diya.

  9. #69
    Join Date
    Jul 2008
    Location
    Sialkot Pakistan
    Age
    38
    Posts
    2,056
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default Re: Bint E Aadam's Diary

    Ek girti barish or ek khyaal uska,

    Ek phol gulab ka or ek jamal uska,

    Barish ki bonden jo yad dilati hain uski,

    So hath dua me hain or honto pe swaal uska.....@

  10. #70
    Join Date
    Jul 2008
    Location
    Sialkot Pakistan
    Age
    38
    Posts
    2,056
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default Re: Bint E Aadam's Diary

    Galy se mjh ko lga kr nidhal rkhta tha..

    Ajeeb shakhs tha kesa kamal rkhta tha..

    Kaha mai ne jab meri zindagi tum ho..

    Us k baad wo sirf apna khyal rkhta tha

Page 7 of 11 FirstFirst ... 56789 ... LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •