View Poll Results: Apni fav sharing ko vote karen

Voters
8. You may not vote on this poll
  • *jamshed*

    1 12.50%
  • sweet_lilly

    2 25.00%
  • *Mlf*

    1 12.50%
  • thefire1

    1 12.50%
  • Arosa Haya

    0 0%
  • sarfraz_qamar

    3 37.50%
Results 1 to 6 of 6

Thread: ~Polling For Mohabbat Kadah December 2013~

Threaded View

Previous Post Previous Post   Next Post Next Post
  1. #1
    Join Date
    Sep 2011
    Location
    Jadoo Nagri
    Posts
    19,712
    Mentioned
    198 Post(s)
    Tagged
    8340 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default ~Polling For Mohabbat Kadah December 2013~

    Assalam O Alaikum

    Mohabbat kadah ki Polling kay sath hazir hon Sawal yeh thaa kay

    "Mohabbat ka wo kaun sa Ehsas hai jo Mohabbat ko khoubsurat bana deta hai"?

    Apni fav sharing ko vote karen

    Rules:

    1 member 1 hi baar vote karay ga

    Apni sharing ko vote nahi sey saktay

    Last date 28.12.13 hai

    Winner 50% poll aur 50% admins decide karen gye



    *jamshed*

    Ù…Ø+بت کا بہترین اØ+ساس یہ ہے کہ فریق ثانی آپ پہ اعتبار کرے- آپ Ú©ÛŒ ذات Ùˆ کردار اُس Ú©Û’ لیئے کسی قسم Ú©Û’ Ø´Ú© Ùˆ شبہ سے پاک ہو اور ایک فریق Ú©Û’ منہ سے نکلا ہوا Ø+رف دوسرے Ú©Û’ لیئے Ø+رف آخر کا درجہ رکھتا ہو



    Sweet_lilly


    Mohabbat Bazat-e-khud aik bohat khoobsurat ehsaas hai Jis k khameer main tamam Musbaat ehsasaat ko yakja kia gya hai. Mohabbat ki rooh main basa har ehsaas Us k rangon ko taazgi bakhshta hai, unhain shokhi aur khoobsoorti ata karta hai. Yeh ehsaas "Izzat" ka ho to sayeban bann jata hai, "Care" ka ho to ghum gusaar ban jata hai, "Narmi" ka ho to aitmaad bakhsta hai aur sab se barh kar "Bharosay" ka ho to zindagi k har maamlay main Fareqeen k liye shajr-e-saya daar ban jata hai!!


    *Mlf*

    Mohabbat Ka koi ek khoob soorat ehsas nahi ho sakta is ka to har lafz har amal khoob soorat hai garchey dil say nibhayi jaye aur woh waqayi hi mohabbat ho to yeh khoob soorat ehsas hai k apka mehboob aap ka Khayal karay aap kay jazbat ko samjhay Ap per bharosa karay Aap ki izzat ko apni izzat samjhay bohat khoob soorat ehsas hai woh jab aap ki aankh ka ansu apni ungliyon say narmi say poonchay mushkil ghari mai kandhay per haath dharay aur kahay fikar na karo mai tumharay saath hon jab aap ki taraf uthnay wali ungli woh apni taraf mor ley to mohabbat ka har pal hi khoob soorat hai har ehsas haseen hai dil ko choota hoa apna kehta hoa yahoo - ~Polling For Mohabbat Kadah December 2013~


    thefire1

    Mohabbat tou khudh aik khoobsurat ehsaas hay jo insaan kay 'andaaz-e-takallum', 'andaz-e-basarat', 'andaaz-e-tafakkur', 'andaz-e-samayat' ko 'khoobsurat' bana daita hay... Alabbatta yeh insaan ki rooh ko aisi'pakeezgi'muyaasir karta hay jiss say woh pur-waqar aur pur-sukoon nazar aata hay bashart-ye-kay mohabbat har kisam kay 'hawas', 'gharz' say 'PAK' ho!!!

    Arosa Haya

    Ehsas!
    ......... Sb se khobsorat ehsas e muhabbat kisi ki zaat se mansoob ho jana, apki rooh ka wo tauluq jo apki hr khwahish ko bina mazahmat uski pasand ka tabiya kr deta hai....jo kisi shakhs ko apki nazron mai ehtram k aala muqam pe le jata hai or ye muhabbat rooh ki taskeen ban jati hai khwa bzahar masaib ka samna ho.. magar ye ehsas tb b jan nhi chorta or ap is rasty ko nhi chor paty!

    sarfraz_qamar


    "چاہے جانے کا اØ+ساس"

    Ù…Ø+بت ایک خوبصورت اØ+ساس کا دوسرا نام ہے،ایک ایسا اØ+ساس جو انسان Ú©Ùˆ معتبر بنا دیتا ہے۔مØ+بت میں چاہت ہی چاہت ہوتی ہے،اس Ú©Û’ علاوہ کسی دوسری Ø´Û’ کا ذرہ برابر نشان بھی نہیں ہوتا۔مØ+بت میں ایک چیز ہوتی ہے "چاہنا" یعنی آپ کسی Ú©Ùˆ چاہتے ہیں،مگر اس سے بھی بڑھ کر ایک اور خوبصورت اØ+ساس ہوتا ہے،جسے "چاہے جانے کا اØ+ساس" کہتے ہیں،اس اØ+ساس Ú©ÛŒ قردو اہمیت Ùˆ خوبصورتی سے وہی واقف ہوتے ہیں جو اس اØ+ساس سے گزرتے ہیں،مØ+سوس کرے ہیں اور پھر خود Ú©Ùˆ معتبر Ù…Ø+سوس کرتے ہیں۔مØ+بت میں یہ اØ+ساس تمام اØ+ساسات پر بھاری ہوتا ہے،اسے ہم تمام اØ+ساسات Ú©ÛŒ بنیاد بھی کہ سکتے ہیں،جس پر نہ صرف Ù…Ø+بت قائم رہتی ہی ،ساتھ ہی Ù…Ø+بت Ú©Ùˆ اور Ù…Ø+بت کرنے والوں Ú©Ùˆ خوبصورت Ùˆ معتبر
    بھی بناتی ہے۔


    Last edited by ~Maliha~; 21-12-2013 at 01:09 PM.

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •