Assalam O Alaikum
Mohabbat kadah ki Polling kay sath hazir hon
Sawal yeh thaa kay
"Mohabbat ka wo kaun sa Ehsas hai jo Mohabbat ko khoubsurat bana deta hai"?
Apni fav sharing ko vote karen
Rules:
1 member 1 hi baar vote karay ga
Apni sharing ko vote nahi sey saktay
Last date 28.12.13 hai
Winner 50% poll aur 50% admins decide karen gye
*jamshed*
Ù…Ø+بت کا بÛترین اØ+ساس ÛŒÛ ÛÛ’ Ú©Û Ùریق ثانی آپ Ù¾Û Ø§Ø¹ØªØ¨Ø§Ø± کرے- آپ Ú©ÛŒ ذات Ùˆ کردار اÙس Ú©Û’ لیئے کسی قسم Ú©Û’ Ø´Ú© Ùˆ Ø´Ø¨Û Ø³Û’ پاک ÛÙˆ اور ایک Ùریق Ú©Û’ Ù…Ù†Û Ø³Û’ نکلا Ûوا Ø+ر٠دوسرے Ú©Û’ لیئے Ø+ر٠آخر کا Ø¯Ø±Ø¬Û Ø±Ú©Ú¾ØªØ§ ÛÙˆ
Sweet_lilly
Mohabbat Bazat-e-khud aik bohat khoobsurat ehsaas hai Jis k khameer main tamam Musbaat ehsasaat ko yakja kia gya hai. Mohabbat ki rooh main basa har ehsaas Us k rangon ko taazgi bakhshta hai, unhain shokhi aur khoobsoorti ata karta hai. Yeh ehsaas "Izzat" ka ho to sayeban bann jata hai, "Care" ka ho to ghum gusaar ban jata hai, "Narmi" ka ho to aitmaad bakhsta hai aur sab se barh kar "Bharosay" ka ho to zindagi k har maamlay main Fareqeen k liye shajr-e-saya daar ban jata hai!!
*Mlf*
Mohabbat Ka koi ek khoob soorat ehsas nahi ho sakta is ka to har lafz har amal khoob soorat hai garchey dil say nibhayi jaye aur woh waqayi hi mohabbat ho to yeh khoob soorat ehsas hai k apka mehboob aap ka Khayal karay aap kay jazbat ko samjhay Ap per bharosa karay Aap ki izzat ko apni izzat samjhay bohat khoob soorat ehsas hai woh jab aap ki aankh ka ansu apni ungliyon say narmi say poonchay mushkil ghari mai kandhay per haath dharay aur kahay fikar na karo mai tumharay saath hon jab aap ki taraf uthnay wali ungli woh apni taraf mor ley to mohabbat ka har pal hi khoob soorat hai har ehsas haseen hai dil ko choota hoa apna kehta hoa
thefire1
Mohabbat tou khudh aik khoobsurat ehsaas hay jo insaan kay 'andaaz-e-takallum', 'andaz-e-basarat', 'andaaz-e-tafakkur', 'andaz-e-samayat' ko 'khoobsurat' bana daita hay... Alabbatta yeh insaan ki rooh ko aisi'pakeezgi'muyaasir karta hay jiss say woh pur-waqar aur pur-sukoon nazar aata hay bashart-ye-kay mohabbat har kisam kay 'hawas', 'gharz' say 'PAK' ho!!!
Arosa Haya
Ehsas!
......... Sb se khobsorat ehsas e muhabbat kisi ki zaat se mansoob ho jana, apki rooh ka wo tauluq jo apki hr khwahish ko bina mazahmat uski pasand ka tabiya kr deta hai....jo kisi shakhs ko apki nazron mai ehtram k aala muqam pe le jata hai or ye muhabbat rooh ki taskeen ban jati hai khwa bzahar masaib ka samna ho.. magar ye ehsas tb b jan nhi chorta or ap is rasty ko nhi chor paty!
sarfraz_qamar
"چاÛÛ’ جانے کا اØ+ساس"
Ù…Ø+بت ایک خوبصورت اØ+ساس کا دوسرا نام Ûے،ایک ایسا اØ+ساس جو انسان Ú©Ùˆ معتبر بنا دیتا ÛÛ’Û”Ù…Ø+بت میں چاÛت ÛÛŒ چاÛت Ûوتی Ûے،اس Ú©Û’ Ø¹Ù„Ø§ÙˆÛ Ú©Ø³ÛŒ دوسری Ø´Û’ کا Ø°Ø±Û Ø¨Ø±Ø§Ø¨Ø± نشان بھی Ù†Ûیں Ûوتا۔مØ+بت میں ایک چیز Ûوتی ÛÛ’ "چاÛنا" یعنی آپ کسی Ú©Ùˆ چاÛتے Ûیں،مگر اس سے بھی بڑھ کر ایک اور خوبصورت اØ+ساس Ûوتا Ûے،جسے "چاÛÛ’ جانے کا اØ+ساس" Ú©Ûتے Ûیں،اس اØ+ساس Ú©ÛŒ قردو اÛمیت Ùˆ خوبصورتی سے ÙˆÛÛŒ واق٠Ûوتے Ûیں جو اس اØ+ساس سے گزرتے Ûیں،مØ+سوس کرے Ûیں اور پھر خود Ú©Ùˆ معتبر Ù…Ø+سوس کرتے Ûیں۔مØ+بت میں ÛŒÛ Ø§Ø+ساس تمام اØ+ساسات پر بھاری Ûوتا Ûے،اسے ÛÙ… تمام اØ+ساسات Ú©ÛŒ بنیاد بھی Ú©Û Ø³Ú©ØªÛ’ Ûیں،جس پر Ù†Û ØµØ±Ù Ù…Ø+بت قائم رÛتی ÛÛŒ ،ساتھ ÛÛŒ Ù…Ø+بت Ú©Ùˆ اور Ù…Ø+بت کرنے والوں Ú©Ùˆ خوبصورت Ùˆ معتبر
بھی بناتی ÛÛ’Û”