zabardarstttt
عجیب موسم ÛÛ’ بارشوں کا
Ú©Û Ø¬Ø³ میں جذبے سلگ رÛÛ’ ÛÛŒ
دھواں دھواں Ûیں ÛŒÛ Ø¨Ú¾ÛŒÚ¯ÛŒ آنکھیں
جگر Ú©Û’ چھالے بھی تپ رÛÛ’ Ûیں
جلے Ûوؤں Ú©Ùˆ جلا رÛا ÛÛ’
عجیب موسم ÛÛ’ بارشوں کا
پیام کوئی۔۔۔۔۔۔۔۔س لام کوئی
گلاب Ú©ÙˆØ¦ÛŒÛ”Û”Û”Û”Û”Û”Û”Û”Û Ù†Û Ø®ÙˆØ§Ø¨ کوئی
تمÛاری جانب سے ØŒ Ù¾ÛÙ„Û’ پایا ÛÛŒ کب تھا میں Ù†Û’
کوئی بھی جذبÛ
تو کیوں ÛŒÛ Ø®ÙˆØ§ÛØ´ جگا رÛا ÛÛ’
عجیب موسم ÛÛ’ بارشوں کا
جو دل کی دھرتی کے رنگ سارے
مٹارÛا ÛÛ’Û”Û”Û”Û”Û”Û”Û”Û” ستارÛا ÛÛ’
عجیب موسم ÛÛ’ بارشوں کا
پروین شاکر
تیری انگلیاں میرے جسم میںیونÛÛŒ لمس بن Ú©Û’ Ú¯Ú‘ÛŒ رÛیں
ک٠کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے Ù†Û Ø§ØªØ§Ø±Ù†Ø§
bhot khob
​
​
Bohat khoob....
Actually yeh dhuwan dhuwan main nay personally feel kia hay huwa yoon kay main Srilanka as a tourist gaya tha aur subah 2:00am bajay humain 'Adam's Peak' ki chaRayii karnii thi, main nay Guide kay saath pahaR per chaRna shuroo kia aur hum taqreeban 2 KM ounchaii per chaR gayay (yeh pichlay December ki baat hay I mean December 2012) aur achanak zour daar baarish shuroo hagyii aur paani pahaR say behta hua neechay ki taraf aanay laga, anyways, yeh tou chotay moutay adventure tou main karta hi rehta hoon achaanak mujhay bohat saa dhuwaan nazar aanay laga jaisay meray kapRay jal gayay hoon, even guide bhi parishan hogaya kay itna dhuwaa... yeh dhuwaan meray badan say uth raha tha, thanda thanda baarish ka paani jaisay hi meray badan per paRta tha (Saridyan thii aur itni protection bhi nahin kii thi main, rain coat albatta pehna tha magar uss ka bhi koi faida nahin tha) meray badan say dhuwain nikalna shuroo hogayay thay....!!! amazing...!!
About Adam's Peak: Adam Peak Srilanka main waqiya hay jiss per aik bohat baRay Qadam kay nishaan hain... Muslims ki belief hay kay jab Hazrat Adam Alay-he-salaam ko jab zameen per utaara gaya tou unhain isi pahaR per utaara gaya aur jab kay Budhist ki belief hay jay yeh qadam Lord Budha kay hain.. Wallah-o-alam.
sahiii
Alaa
umda
zabardast
Ú©Ûاں اتنی سزائیں تھیں بھلا اس زندگانی میں
Ûزاروں گھر Ûوئے روشن جو میرا دل جلا Ù…Øسنؔ