bhot khob
Mohabbat aag he to phir.
Meri rag rag min bharki he.
Meri aankhen hen aik shoula.
Meri sansen hen aik agan.
Alao teri yadon ka.
Mere dil min kahin roshan.
Mujhe ab fikr he koi.
Na hi gharz he is se.
K teri yad min shab bhar.
Wafa ka nam le le kar.
Kahin hum khud jalte hen ya k deep jalate hen.
bhot khob
yeh nazam bantii haii naa keh ghazalll
تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا
bohat umda nazam /up
Wah Bohat Khoob
Kia baat hay, bohat achii lagii mujhay... kaafi qareeb lagii apnay aap say thanks for sharing.
nice
umda
کہاں اتنی سزائیں تھیں بھلا اس زندگانی میں
ہزاروں گھر ہوئے روشن جو میرا دل جلا محسنؔ