ASSLAM-O-ALAIKUM
tamaam doston ko khush amdeed![]()
iss maheene men ap logon ki pasand ka topic lai hun
yani sab ko naye saal pe kuch na kuch likhna hai
chahe wo iqtabas,afsana ya koi khubsurat bat ho k ap new year kese
manate hen ya kuch logon ki tara nai manate tu is ki wajah byan kren
Rules:
Ek member ek hi baar share karay ga
Same aur edit sharing accept nhi hogi
Last date 20/1/2014 hai
Winner 50% poll aur 50% admins decide karen gy.