khubsurat shairy
Yohen Be Sabab Na Phira Karo Koi Shaam Ghar
Bhi Raha Karo
Wo Ghazal Ki Sachi Kitab Hai Usey Chup ka Chup
ka Parah Karo
Koi Hath Bhe Na Milaey Ga Jo Galey Milo Gey
Tappaak Se
Yea Naya Mizaj Ka Shehar Hai Zara Faasley Se
Mila Karo
Abhi Rah Mein Kaye Moor Hain Koi Aey Ga Koi
Jaey Ga
Tumhen Jis Kisi Ne Bhula Dia Usey Bhoolney Ki
Dua Karo
Mujhy Ishtehar Si Lagti Hain Yea Muhabbaton Ki
Kahaneya
Jo Kaha Nahi Wo Suna Karo Jo Suna Nahi Wo
Kaha Karo
Kabhe Husan Parda Nashee Bhe Ho Zara
Ashqana Libaas Mein
Jo Mei Ban Sanwar Ke Kahin Chalon Mery Sath
Tum Bhe Chala Karo
Nahi Be Hijab Wo Chand Sa Ke Nazer Ka Koi Asar
Na Ho
Usey Itni Garmi’ye Shoq Se Bari Der Tak Taka Na
Karo
khubsurat shairy
bhot khob
​
​
bht umda
nyc
تیری انگلیاں میرے جسم میںیونÛÛŒ لمس بن Ú©Û’ Ú¯Ú‘ÛŒ رÛیں
ک٠کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے Ù†Û Ø§ØªØ§Ø±Ù†Ø§
nice
Ú©Ûاں اتنی سزائیں تھیں بھلا اس زندگانی میں
Ûزاروں گھر Ûوئے روشن جو میرا دل جلا Ù…Ø+سنؔ