Results 1 to 7 of 7

Thread: Na wo Khawab hain Na khayal hain

  1. #1
    Join Date
    Dec 2009
    Location
    SAb Kya Dil Mein
    Posts
    12,694
    Mentioned
    1006 Post(s)
    Tagged
    2307 Thread(s)
    Rep Power
    21474864

    Na wo Khawab hain Na khayal hain

    Na wo Khawab hain Na khayal hain , Koi zindagi ki sada nahi
    Kya sunaoon Tum ko main Dastaan , Mere pas kuch bhi raha nahi

    Kabhi raston se na-ashnaa , Main chala tha qurbatein dhoondnay
    Mujhe raston ne sikha diya , Kuch faslon ke siwa nahi

    Kai rang thay jo bikhar gaye , Kai Log thay Jo guzar gaye
    Wo darya saray utar gaye , Ab un rutton ki fizaa nahi

    Mere lab pe harf-e-gila nahi , ye naseeb-e-jaan ke hain silsilay
    Mujhe jo mila meri bebasi , meri zindagi mein wafa nahi

    Wo jo tere mere tha darmiyaan , wo khawab tha k saraab tha
    Jo suna wo tum ne kaha nahi , jo kaha wo tum ne suna nahi

    Meri zindagi ki kitaab mein , Bari hasraton ke hain silsilay
    Mera hamsafar jo khayal tha , sar-e-warq uss ko likha nahi

    "Aqeel" kya kahoon k wo kaun tha , koi sath mere pas tha
    Mujhe yaad hai wo zara zara , Kahan gya ye pata nahi...!!!






  2. #2
    Join Date
    Jan 2012
    Location
    Lost...
    Posts
    17,151
    Mentioned
    135 Post(s)
    Tagged
    11596 Thread(s)
    Rep Power
    3865509

    Default

    nice one/up
    Teri ankhon uworiginal - Na wo Khawab hain Na khayal hain

  3. #3
    Join Date
    Jun 2010
    Location
    Jatoi
    Posts
    59,925
    Mentioned
    201 Post(s)
    Tagged
    9827 Thread(s)
    Rep Power
    21474910

    Default

    /up/up





    تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
    کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا

  4. #4
    Join Date
    Feb 2009
    Location
    City Of Light
    Posts
    26,767
    Mentioned
    144 Post(s)
    Tagged
    10310 Thread(s)
    Rep Power
    21474878

    Default




    3297731y763i7owcz zps9ed156a3 - Na wo Khawab hain Na khayal hain

    MAY OUR COUNTRY PROGRESS IN EVERYWHERE AND IN EVERYTHING SO THAT THE WHOLE WORLD SHOULD HAVE PROUD ON US
    PAKISTAN ZINDABAD











  5. #5
    Hidden words's Avatar
    Hidden words is offline "-•(-• sтαү мιηε •-)•-"
    Join Date
    Nov 2011
    Location
    Kisi ki Ankhon Aur Dil Mein .......:P
    Posts
    56,916
    Mentioned
    322 Post(s)
    Tagged
    10949 Thread(s)
    Rep Power
    21474906

    Default

    bohaat khoob intkhaab
    Mujhe yaad hai wo zara zara , Kahan gya ye pata nahi...!!! wah wah
    suno hworiginal - Na wo Khawab hain Na khayal hain
    575280tvjrzkx7ho zps19409030 - Na wo Khawab hain Na khayal hainღ∞ ι ωιll αlωαуѕ ¢нσσѕє уσυ ∞ღ 575280tvjrzkx7ho zps19409030 - Na wo Khawab hain Na khayal hain

  6. #6
    Join Date
    Apr 2012
    Location
    Beyond The Sky
    Posts
    1,478
    Mentioned
    55 Post(s)
    Tagged
    3259 Thread(s)
    Rep Power
    214762

    Default

    KhOoOooOoB ..............



    دل اگر بے نقاب ھوتے

    تو سوچو..! کتنے فساد ھوتے




  7. #7
    *jamshed*'s Avatar
    *jamshed* is offline کچھ یادیں ،کچھ باتیں
    Join Date
    Oct 2010
    Location
    every heart
    Posts
    14,585
    Mentioned
    138 Post(s)
    Tagged
    8346 Thread(s)
    Rep Power
    21474865

    Default

    nice
    کہاں اتنی سزائیں تھیں بھلا اس زندگانی میں
    ہزاروں گھر ہوئے روشن جو میرا دل جلا Ù…Ø+سنؔ


Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •