Page 2 of 2 FirstFirst 12
Results 11 to 17 of 17

Thread: Ounche Qad Ke Bonay Log

  1. #11
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default

    onchey qad k "boney" log

    wah..

  2. #12
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Karachi, Pakistan
    Posts
    7,579
    Mentioned
    553 Post(s)
    Tagged
    5446 Thread(s)
    Rep Power
    1088797

    Default

    Quote Originally Posted by Arosa Hya View Post
    ye poet b egoistic nikla!
    EGO is a very important feeling of human life.....!

    There are type of egos and we must not cross the thin line which can keep us away from everyone around us and make us live a very proud and unrealistic life.

    Meray liye meri ANA utnii hi zaroori hay jitni aik laRkii kay liye uski HAYA.... jiss tarah HAYA aik laRkii kay husun ko nikhaar daitii hay usii tarah merii ANA meray WAQAR ko bulund kartii hay aur shayed Iftikhar Arif sahab bhi yehi kena cha rahay hain kay insan ka jismaani qad O qaamat uss kay waqar ki bulandii ki zamin nahin...

    Sent from my GT-N7100 using Tapatalk

  3. #13
    Join Date
    Oct 2013
    Location
    Limits
    Posts
    6,236
    Mentioned
    718 Post(s)
    Tagged
    5714 Thread(s)
    Rep Power
    1939206

    Default

    Quote Originally Posted by thefire1 View Post

    Mazrat chahon gi......main ap se ittefaq nhi krti

    Jo hmary waqar ki baqa k liye zrori hai osy KHUD_DARI kaha jata hai na k ANA.....
    Jahan tk muhtram Iftikhar arif k kalam ki baat hai to ap apni ana mai dosron ko kamtr smjty hain yehi wo kehna chahty hain k ANA aik superiority complex hai jis k bad insan ko onchy qad k log b haqeer ya bony nazar aty hain!

    ,,,وہی تو سب سے زیادہ ہے نُکتہ چِیں میرا
    ..!!!‏جو مُسکرا کے ہمیشہ گلے لگائے مجھے

  4. #14
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Karachi, Pakistan
    Posts
    7,579
    Mentioned
    553 Post(s)
    Tagged
    5446 Thread(s)
    Rep Power
    1088797

    Default

    Quote Originally Posted by Arosa Hya View Post
    Mazrat chahon gi......main ap se ittefaq nhi krti

    Jo hmary waqar ki baqa k liye zrori hai osy KHUD_DARI kaha jata hai na k ANA.....
    Jahan tk muhtram Iftikhar arif k kalam ki baat hai to ap apni ana mai dosron ko kamtr smjty hain yehi wo kehna chahty hain k ANA aik superiority complex hai jis k bad insan ko onchy qad k log b haqeer ya bony nazar aty hain!
    Iss main maazarat kii kia baat hay aap nay bohat ki khoobsurti say yeh bayan kia hay khudaari insaan kay waqar ko bulund karnay main shamil e haal rehtii hay aur main aap ki baat say poora itifaaq rakhta hoon.

    Albatta iss baat say agree nahin karta kay ANA parastii insaan ko haqarat ka sabaq daitii hay!

    Meray liye ANA meri soch ko meray nazaryeh ko aur meri shakhsiyat ko moazim bananay ka kaam kartii iss ka matlab tou yeh nahin kay baaqiyon ki soch unnka nazarya ys unkii shakhsiyat meray liye haqeer hogayii.

    Yehii baat Iftikhar Arif sahab bhi samjhana chaa rahay hain...baat soch ki tafkeer ki aur nazaryeh ki bulundii ki ho rahii.... wagar na tou sab hi Ashraf uk makhlooqat hain, bas humaray amal aur humara taqwa humaray qadd ko ouncha yaa bona karta hay.

    Sent from my GT-N7100 using Tapatalk

  5. #15
    Join Date
    Oct 2013
    Location
    Limits
    Posts
    6,236
    Mentioned
    718 Post(s)
    Tagged
    5714 Thread(s)
    Rep Power
    1939206

    Default

    Quote Originally Posted by thefire1 View Post
    Iss main maazarat kii kia baat hay aap nay bohat ki khoobsurti say yeh bayan kia hay khudaari insaan kay waqar ko bulund karnay main shamil e haal rehtii hay aur main aap ki baat say poora itifaaq rakhta hoon.Albatta iss baat say agree nahin karta kay ANA parastii insaan ko haqarat ka sabaq daitii hay! Meray liye ANA meri soch ko meray nazaryeh ko aur meri shakhsiyat ko moazim bananay ka kaam kartii iss ka matlab tou yeh nahin kay baaqiyon ki soch unnka nazarya ys unkii shakhsiyat meray liye haqeer hogayii. Yehii baat Iftikhar Arif sahab bhi samjhana chaa rahay hain...baat soch ki tafkeer ki aur nazaryeh ki bulundii ki ho rahii.... wagar na tou sab hi Ashraf uk makhlooqat hain, bas humaray amal aur humara taqwa humaray qadd ko ouncha yaa bona karta hay. Sent from my GT-N7100 using Tapatalk
    May be ......... but i don't think so whatever i've seen and found !

    ,,,وہی تو سب سے زیادہ ہے نُکتہ چِیں میرا
    ..!!!‏جو مُسکرا کے ہمیشہ گلے لگائے مجھے

  6. #16
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Karachi, Pakistan
    Posts
    7,579
    Mentioned
    553 Post(s)
    Tagged
    5446 Thread(s)
    Rep Power
    1088797

    Default

    Quote Originally Posted by Arosa Hya View Post
    May be ......... but i don't think so whatever i've seen and found !
    Don't worry Arosa, there is difference of opinion.... for some ANA is a very dangerous state of mind and for some it is used to improve personal abilities.... it's in our mind, we should learn to control our mind and take over all such emotions which can convert 'ANA' to Pride..... !!!

    It was nice having words with you, khush rahyeh.....

    Itnay Majboor Thay hum apni ANA ki khaatir
    Raiza raiza bhi huway aur BIKHAR bhi na sakay

    Sent from my GT-N7100 using Tapatalk

  7. #17
    *jamshed*'s Avatar
    *jamshed* is offline کچھ یادیں ،کچھ باتیں
    Join Date
    Oct 2010
    Location
    every heart
    Posts
    14,585
    Mentioned
    138 Post(s)
    Tagged
    8346 Thread(s)
    Rep Power
    21474865

    Default

    nice
    کہاں اتنی سزائیں تھیں بھلا اس زندگانی میں
    ہزاروں گھر ہوئے روشن جو میرا دل جلا Ù…Ø+سنؔ

Page 2 of 2 FirstFirst 12

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •