Mujhe Apnay Zabt Pe Naaz Tha, Sar e Bazm Raat Ye Kia Huwa
Meri Aankh Kaise Chalak Gayi, Mujhe Ranj Hai Ye Bura Huwa,
Mujhe Aap Kyun Na Samajh Sake, Khud Apne Dil Hi Se Puchiye,
Meri Daastan e Hayaat Ka to Warq Warq Hai Khula Huwa,
Mujhe Jo Bhi Dushman e Jan Mila, Pukhtaa Kaar e Jafa Mila
Na Kisi Ki Zarb Ghalat Pari, Na Kisi Ka Teer Khata Huwa,
Meri Zindagi K Charaagh Ka, Ye Mizaaj Koi Naya Nahi
Kabhi Roshni, Kabhi Teergi, Kabhi Jala Huwa, Kabhi Bujha Huwa.....
Iqbal Azeem.
/up
wah, ek ek shaa'ir bohat khoobsurat hay.
bohatt khhoobbbb/up
تیری انگلیاں میرے جسم میںیونÛÛŒ لمس بن Ú©Û’ Ú¯Ú‘ÛŒ رÛیں
ک٠کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے Ù†Û Ø§ØªØ§Ø±Ù†Ø§
KhoOoOb ..........
(Par main ne 2,3 jaga parha tha, Poet koi aur tha.. yaad nai kon sa )
دل اگر بے نقاب ھوتے
تو سوچو..! کتنے Ùساد ھوتے