Page 3 of 4 FirstFirst 1234 LastLast
Results 21 to 30 of 38

Thread: Mohabbat

  1. #21
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Desert
    Posts
    1,138
    Mentioned
    42 Post(s)
    Tagged
    1957 Thread(s)
    Rep Power
    13

    Default

    Quote Originally Posted by shazia rana View Post

    sach kaha love guru muhabbat men aqal ki waat lag jati hai per tumari tu kisi b kam lag jati hai Arastoo k mochi
    acha jee Qilo Patra key maasi

  2. #22
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Desert
    Posts
    1,138
    Mentioned
    42 Post(s)
    Tagged
    1957 Thread(s)
    Rep Power
    13

    Default

    Quote Originally Posted by shazia rana View Post
    sach kaha love guru muhabbat men aqal ki waat lag jati hai per tumari tu kisi b kam lag jati hai Arastoo k mochi
    love guru say kuch yaad aa gia

  3. #23
    Join Date
    May 2013
    Location
    pakistan
    Posts
    5,719
    Mentioned
    128 Post(s)
    Tagged
    7184 Thread(s)
    Rep Power
    644262

    Default

    Quote Originally Posted by sannan View Post


    love guru say kuch yaad aa gia
    love se yad aya ya guru se Saima khusre
    badakhuwar2 zps199b7191 - Mohabbat

  4. #24
    Join Date
    May 2013
    Location
    pakistan
    Posts
    5,719
    Mentioned
    128 Post(s)
    Tagged
    7184 Thread(s)
    Rep Power
    644262

    Default

    Quote Originally Posted by thefire1 View Post
    Walaikum Assalaam and Assalaam-O-alaikum

    Thank you @sarfraz_qamar, @sannan; @Arosa Hya; @Ali_ and @attiaahsan; kay aap nay apni qeemti aaraa say humain mustafeed kia, yaqeenan MOHABBAT ko samajhnay main yeh humaray liye bohat karaamad saabit hoongain.

    Albatta, main chahta hoon kay kuch aur memebrs bhi (Jaisay @shazia rana; @King Kong; @naz; @Hidden words; @Zindagi; @Vampire; @Unsaid words; aur @Chandbhai; )iss per apnii raayay dain, albatta agar aap sab ki raayay 8 Feb tak aajaayay tou bohat khushi hogi, main apnii raayay 9 Feb ko paish karoon ga INSHALLAH.

    Fi amaan ALLAH
    jan dyo paen mene isi pe comment kia hor halway ki tatkeeb likhi hai
    badakhuwar2 zps199b7191 - Mohabbat

  5. #25
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Paris of East
    Posts
    10,491
    Mentioned
    13 Post(s)
    Tagged
    1617 Thread(s)
    Rep Power
    21474861

    Default

    wasalam dono he apni apni jaga thek hain...

    but ajkal muhabbat ajeb he kuch ban gae hai...muhabbat bs aj k dor main teenagers ki nazar main kuch alag he kisam ki chez hai islye isko kaha jasakta hai k aqal mand nahi karte

    waise agar dekha jae to muhabbat k kafi rang hain jaise kuch log muhabbat k bad aqalmand nahi rehte or is chakar main buhat kuch aisa kardetay hain jis ki unko bad main qeemat ada karni parti hai...or buhat se log aise b hotay hain jo bilkul aqalmand nahi hotay magar muhabbat k bad tijarbat ki base pe buhat aqalmand hojatay hain


    DUA...MUST READ AND MUST FORWARD



    Then Which Of The Favours Of Your LORD Will You Deny?

    "Be In This World As If You Were A Stranger Or A Traveler"
    (Bukhari)






  6. #26
    Hidden words's Avatar
    Hidden words is offline "-•(-• sтαү мιηε •-)•-"
    Join Date
    Nov 2011
    Location
    Kisi ki Ankhon Aur Dil Mein .......:P
    Posts
    56,916
    Mentioned
    322 Post(s)
    Tagged
    10949 Thread(s)
    Rep Power
    21474906

    Default

    walikum asalam
    mera khayal hay diff places pe diff situations mai is pe diff raye ho gi meri bt Most of all aik raye ye he hay k Muhabbat karnay walay baghair kisi gharz,faiday,nuqsan k apni Muhabbat se mukhlis hotay hain,ye cheez dosrey logon k liye yaqenan aqalmandi mai shumar nai hoti aur wo un ko bewaquf samjhtay hain magar aik bat ye b hay k wo itnay bewaquf hotay nai hain
    suno hworiginal - Mohabbat
    575280tvjrzkx7ho zps19409030 - Mohabbatღ∞ ι ωιll αlωαуѕ ¢нσσѕє уσυ ∞ღ 575280tvjrzkx7ho zps19409030 - Mohabbat

  7. #27
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Desert
    Posts
    1,138
    Mentioned
    42 Post(s)
    Tagged
    1957 Thread(s)
    Rep Power
    13

    Default

    Quote Originally Posted by shazia rana View Post

    love se yad aya ya guru se Saima khusre
    aab idhar jawab to buhat acha mairay zahan main aaya tha leekan aaj kal down to earth howa hoon aur yah woh wali GS naheen hay warnah you know what i mean

  8. #28
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Karachi, Pakistan
    Posts
    7,579
    Mentioned
    553 Post(s)
    Tagged
    5446 Thread(s)
    Rep Power
    1088797

    Default

    Assalaam-O-alaikum

    Sab say pehlay tou aap sab ka bohat shukriya kay aap nay iss thread main apni khoobsurat raayay say aagha kia, sab nay apnay hi andaaz say mohabbat ko dekha hay, samjha hay, yaa jaana hay, meray khayal say mohabbat itna complicated rishta bhi nahin jiss ka samajhna itna mushkil ho!

    Infact humari zindagi bhi itni complicated nahin hay jitna hum nay bana lia hay, zindagi bohat simple hay... isi tarah mohabbat ka jazba bhi aik bohat hi 'saada', 'khoobsurat' aur 'qabil-e-ehtraam' jazba hay! Main tou uss shakhs ko zinda hii nahin samajhta jiss kay DIL main MOHABBAT na hoo!

    Jahan tak thefire1 ki baat hay.........hmmmmm
    sahii kaha hay kisi member nay, kay jahan thefire1 ki baat hay tou uss kay liye mohabbat srif AQALMANDOON ka kaam hay....!!

    Mujhay iss haqeeqat ka aiytraaf hay kay main mohabbat waqayii main PRACTICAL aur AQALMANDOON ka hi kaam hay Main Mohabbat bohat soch samajh kar karta hoon, main kaisay itnay khoobsurat rishtay main baghair sochay samjhay mubtla ho jayoon.... yeh tou iss khoobsurat rishtay kay saath ziyadtii hogii kay main jab koi Car khareedon tou uss ki poori details loon, koi mobile loon uss ki poori specification samjhoo.... aur jab MOHABBAT jaisa sab say IMPORTANT maamla hoo (jo kay kisi bhi dunyawi materialisic cheese say compare nahin ho saktii) tou main ANKHAIN bannd kar kay keh doo kay 'Mujhay tum say pyar hay aur baaqi sab baiqaar hay ' bilkul nahin!!!

    Main har ilzaam waqt per nahin daalna chahta kay, yaa halaat per nahin daina chata, yaa apnay dil ko paagal aur apnay aap ko baywaqoof nahin kehlwaana chahta.... meri mohabbat main mera khuloos, merii soch, meri fikar, mera dil aur dimagh, meray ehsaasat, meray jazbat, meri zaat.... mehaz meray wajood main rehnay waalay har ehsaas meri mohabbat ka jeeta jaagta suboot hon gain.....!

    Main Mohabbat main devdas ki tarah sharaab main mubtala nahin hona chahta, majnoon ki tarah galiyon ki khaak nahin chaannna chhata, heer ki tarah matkay per nadi paar karnay ki koshish nahin karna chahta, Farhad ki tarah Doodh ki nehar nahin banana chahta..... inn sab Qisay-kahniyon say alag main nay mohabbat karta chahta hoon....

    Jahan tak main MOHABBAT ko samjha hay yeh sekha hay kay mohabbat nay mujhay jeenay ka shouur sikhaatii hay haar jaana nahin!

    Mohabbat 'taqaddus' ka woh muqaaam ata kartii hay jiss tak shayed soch ki rasyii bhi na ho!
    Mohabbat auroon say mohabbat karnay ka ka saleeqa sikhaatii hay....
    Mohabbat WAFA ki taleem daitii hay taakay main apni mohabbat main itna andha naa ho jaayaon kay main apnii mohabbat ko paanay kay liye apnay waldain, apnay ghar waalay aur unn sab aziz dostoon ki mohabbat ko qurbaan kardoon jinhoon nay zindagi kay bohat hi khoobsurat lamhay meray saath guzaaray hain!
    Mohabbat mujhay apnay aap say mohabbat karnay ka saleeqa sikhaatii hay kiyonki jo cheese khudh mujh main nahin hogii woh main auroon main kaisay taqseem karoonga!
    Mohabbat mujhay insaaf karna sikhaatii hay, naa-insaafi nahin
    Mohabbat mujhay loggon kay huqooq ki adayegii ka sabaq daitii hay, na kay haq-talfii ka
    Mohabbat mujhay khush-o-khuzoo say ibaadat karnay ka tareeqa sikhatii hay naa kay ibaadat main tasweer-e-yaar ko laa kar uss main khalal paida karnay ka!
    Mohabbat nay mujhay Khouf-e-Ilahyee say mutraadif karwaaya hay naa kay 'shaitaan' ki pairwii!
    Mehaz yeh kay MOHABBAT nay mujhay aik bashour, ba kirdaar, ba-haya, aur ba-ikhtiyar insaan bannay main madad kiii
    hay.....!!!

    Ab aap khudh faisla kar lain kay mohabbat HOSH cheen laitii hay.... yaa HOSHMANDD bana daitii hay!!!

    Dear Members,

    Humarii misaal unn teen andhoon ki tarah hain jo aik ZOO main jaatay hain aur haathi ka mushahida kartay hain.... jab log unn say poochtay hain kay haathi kaisa tha tou
    1. Aik kehta hay kay haathi 'rassi' kay jaisa hay, kiyonki uss nay haathi ki dumm ka mushida kia.
    2. Doosra kehta hay kay haathi 'Pillar' kay jaisa tha, kiyonki uss kay haath main haathi ki tang aayii.
    3. Teesra kehta hay kay haathi 'ChouRa aur pehla hay' uss kay hissay main haathi kay KAAN aatay hain!

    Matlab yeh hay kay woh teenon apnay statement main Sahiii hain (apni soch kay hissab say - andhay honay ki waja say) aur teenon ghlat hain (humari soch ki hisaab say - aankh waala honay ki hisaab say).... main hum unhain aisay andhoon ko BAYWAQOOF aur aankh waaloon ko HOSHMANDD nahin keh saktay.... kiyonki dono hi apni soch kay hissab say sahii hain..

    Humaray samnay BEHTREEN misaal humaray SAHAB-E-KARM ki MOHABBAT hay, kiyonki SAHAB-E-KARAAM nay humesha BALANCED or MIDDLE tareeqa follow kia, na hi ISHQ ki hadoon ko cross kar kay WALIALLAH bann gayay aur naa hi DUNIYA ki mohabbat ko apna kar BADSHAHAT ko apnaaya!

    1. agar Shohar banay tou behtreen shohar
    2. agar mujahid banay tou behtreen mujahid
    3. agar Khalifa banay tou behtreen khalifa
    4. agar guide banay tou behtreen guidance dee
    5. agar baap banay tou pur-shafeeq baap
    6. agar bhai banay tou behreen bhai
    7. agar dost banay tou aisay dost jiss ki misaal hum aaj tak daitay hain!!!
    8. wagaira wagaira......!

    Yeh hay MIDDLE and BALANCED way of living life, and understanding MOHABBAT, jo humain har haal main EXTREMISM say mehfooz rakhtii hay chahay woh duniya kay banayay huway rishtoon ki MOHABBAT hoo yaa phir ISHQ-E-ILAHEE....!!!

    May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN SUM AMEEN

    Meri post ki tawaalat kay liye maazrat, mujhay apna nuqta-e-nazar samjhaanay main kaafi dinoo say dushwaari ho rahii thi, and I hope I made my point very clear!

    Khush rahyeh

    Fi amaan ALLAH

  9. #29
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Karachi, Pakistan
    Posts
    7,579
    Mentioned
    553 Post(s)
    Tagged
    5446 Thread(s)
    Rep Power
    1088797

    Default

    Main unn members ko yeh post mention kar raha hoon jinhoon nay iss per apnay qeemtii comments kiye aur issay paRha... shukriya
    @Ali_; @Aks; @attiaahsan; @~Hani~; @Arosa Hya; @shazia rana; @Assassins; @sarfraz_qamar; @Unsaid words; @Zindagi; @Hidden words; @King Kong; @sannan; @Chandbhai; @naz;

  10. #30
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Mideast
    Posts
    6,040
    Mentioned
    246 Post(s)
    Tagged
    5075 Thread(s)
    Rep Power
    18

    Default

    Hahaha sorry yaar mein comments nahi dei saka laikin I have the same point of view as urs @thefire1; Aqalmundn ka naam hai

Page 3 of 4 FirstFirst 1234 LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •