•♥•♥•♥•♥A leaf from my diary ♥•♥•♥•♥•

written on
November 10,2012

( ) ( )
(* .*)
(”__”)~~~~~Avoid Arrogent & Pride & Don't be complexed~~~~~
""Jb Insan Khud Ka Dosron Se Mawazna Krta Hai,
To Is Main Takabbur or Ahsas-e-Kamtari jese ahsasat Paida ho jate
hai...Or sath hi sath Wo apni Infradiyat b khone lagta hai""

Ye duniya rangon ka ik samundar ha jo insani fitrat k liye nahayat
mavafiQ hai...
Agar tmam log aik hi tra ki shakl-o-sorat or mukam-o-martby k hamil hote to shayad ye duniya itni khobsorat na hoti..
,,,
Kesi lagti her cheez infradiyat k baghair???
Shayad aisi haseen o dilkash nhi jesi k ab hai...!!!

Is liye ALLAH Rabb-e-Zuljalal ne hr cheez ko infradiyat se khobsorat
or nirala bnaya...US ki bnayi her shy main aik maslahat posheeda
hai...US ne sb boht Hikmat or karigari se bnaya...

Lihaza US ki bnayi hoi cheezon main Aib nikalna boht na mozo baat hai...