Page 2 of 3 FirstFirst 123 LastLast
Results 11 to 20 of 26

Thread: Will you be my velentine???

  1. #1
    Join Date
    May 2013
    Location
    pakistan
    Posts
    5,719
    Mentioned
    128 Post(s)
    Tagged
    7184 Thread(s)
    Rep Power
    644262

    Default Will you be my velentine???

    ...

  2. #11
    Join Date
    May 2013
    Location
    pakistan
    Posts
    5,719
    Mentioned
    128 Post(s)
    Tagged
    7184 Thread(s)
    Rep Power
    644262

    Default

    Quote Originally Posted by sarfraz_qamar View Post

    hamarayy pakistann main doo school of thought hain,aik taraff tuu Religious extremist hain tuu dossrrii tarafff secular facist aorr inn donnoo kayy khiallatt kayy darmiyann bohatt sarii achii chezzoon kaa bairaa gharrqq hoo jaatta haiii......

    iss baatt sayy qataa nazarr kehh main valantine dayy kayy main hakk main hoo yaamukhaliff hii,asall cheze mohabat kaa izharr haii,mohabatt kayy izhar agarr hamray customs,culture aorr samajii aorr deenii riwaiayy koo dhyann main rakhh karr kiaa jaieyy tuu iss main koii burraii naii,butt jabb limitationzz jabb cross kii jaieyy tuu aik achii cheze b burii hoo jatii haii......

    Mobile,computer,internat etc yehh sarrii cheezzain bazatt e khood buurrii nahinn,inn kaa usagae achaa aorr buraa haiii,mobila parr aapp gannay b sunn saktay hain aor Tilawatt b,Computer Islamic aorr education kay liey v use hoo sakta haii aorr sathh main ghalltt use bbb...asall cheze ghalltt istammal haii,jiss dinn yehh point hamarrii samjh main a agiyaa tuu phirr religious extremists aorr secularr facistss kaa pattarraa bandd hoo jana haiiiiiiiiii
    limitations wali bat theek kahi, access of every thing is bad b keh sakte hen lekin mazrat k sath ap ki aik bat se disagree kerti hun k limits men reh k ye din manaya ja sakta hai tu pehli bat tu ye k muhabbat bohat haseen jazba hai ise sirf aik din pe mukhtas kerna thorri zadti hai or dusra ye k ise valentin's day se mashroot kia jata hai jo k seedha seedha fahashi pe mabni hai,ab ap mujhe btain k apni gf ko ye din brah-e-rast wish kerna chahiye ya us k bhai ya maan k zariye???

  3. #12
    *jamshed*'s Avatar
    *jamshed* is offline کچھ یادیں ،کچھ باتیں
    Join Date
    Oct 2010
    Location
    every heart
    Posts
    14,585
    Mentioned
    138 Post(s)
    Tagged
    8346 Thread(s)
    Rep Power
    21474865

    Default

    achi thereer hai
    کہاں اتنی سزائیں تھیں بھلا اس زندگانی میں
    ہزاروں گھر ہوئے روشن جو میرا دل جلا Ù…Ø+سنؔ

  4. #13
    Join Date
    Jun 2010
    Location
    Jatoi
    Posts
    59,925
    Mentioned
    201 Post(s)
    Tagged
    9827 Thread(s)
    Rep Power
    21474910

    Default

    Quote Originally Posted by shazia rana View Post

    limitations wali bat theek kahi, access of every thing is bad b keh sakte hen lekin mazrat k sath ap ki aik bat se disagree kerti hun k limits men reh k ye din manaya ja sakta hai tu pehli bat tu ye k muhabbat bohat haseen jazba hai ise sirf aik din pe mukhtas kerna thorri zadti hai or dusra ye k ise valentin's day se mashroot kia jata hai jo k seedha seedha fahashi pe mabni hai,ab ap mujhe btain k apni gf ko ye din brah-e-rast wish kerna chahiye ya us k bhai ya maan k zariye???
    main nay kabb kaha haii keh main yeh din manttaa hoon ya nahinn,baatt iss dinn koo mana naayy ya naa manna nay kii naii karr raha,hamaray moashrayy kay aik rukh kii baatt karr rahaa hoonnn,jahan har cheze kii itaha parr layy jana hamarii aaddatt sii bann gaii haii,iss din kii mukhalifatt wallay b intaha main challay jatay hain aorr mananyy wallay b inthaa mainnnnn,jo ghaltt haiiiiiiiiiii

    تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
    کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا

  5. #14
    Join Date
    May 2013
    Location
    pakistan
    Posts
    5,719
    Mentioned
    128 Post(s)
    Tagged
    7184 Thread(s)
    Rep Power
    644262

    Default

    Quote Originally Posted by sarfraz_qamar View Post

    main nay kabb kaha haii keh main yeh din manttaa hoon ya nahinn,baatt iss dinn koo mana naayy ya naa manna nay kii naii karr raha,hamaray moashrayy kay aik rukh kii baatt karr rahaa hoonnn,jahan har cheze kii itaha parr layy jana hamarii aaddatt sii bann gaii haii,iss din kii mukhalifatt wallay b intaha main challay jatay hain aorr mananyy wallay b inthaa mainnnnn,jo ghaltt haiiiiiiiiiii
    agreed

  6. #15
    Join Date
    Feb 2011
    Location
    Is Duniya me
    Posts
    1,576
    Mentioned
    15 Post(s)
    Tagged
    1284 Thread(s)
    Rep Power
    21474851

    Sarfaraz Bhai jo is din ke against me hai kya wo ye bataye nahi ke Islam me is din ki koi ehmiyat hi nahi hai balki aise na-jayaz din manane se roka gaya hai.
    Hadees Pak me hai "Jahan (Na-Mehram) Mard-Aurat (tanha) Hote hai wahan tisra Shaitan hota hai"
    Aur aaj kal khas is din me Ladke-Ladki ek dusre ko Card, Phool dete hai phir ahista-ahista ye muamla aage badh jata hai.
    Aur ye din christian logon ne shuru kiya hai. hadees Pak me hai Jo jis ka tarika apnayega us ka Hashr usike sath hoga"

  7. #16
    Join Date
    Feb 2011
    Location
    Is Duniya me
    Posts
    1,576
    Mentioned
    15 Post(s)
    Tagged
    1284 Thread(s)
    Rep Power
    21474851

    Default

    Quote Originally Posted by shazia rana View Post

    g bilkul,kan ko dain se pakrren ya bain se wo kan e rhe ga...hum kisi ki soch pe tu pabandi nai lga sakte beharhal ye aik adna c koshish hai.
    hum kisi ki soch pe pabandi to laga nahi sakte magar unki soch badal ne ke koshish to kar sakte hai ? Aapne bhi bahot achii koshish ki hai aisi koshish aage bhi jari rahe...

  8. #17
    Join Date
    May 2013
    Location
    pakistan
    Posts
    5,719
    Mentioned
    128 Post(s)
    Tagged
    7184 Thread(s)
    Rep Power
    644262

    Default

    Quote Originally Posted by shaikh_samee View Post
    hum kisi ki soch pe pabandi to laga nahi sakte magar unki soch badal ne ke koshish to kar sakte hai ? Aapne bhi bahot achii koshish ki hai aisi koshish aage bhi jari rahe...
    m honoured paen

  9. #18
    Join Date
    May 2013
    Location
    pakistan
    Posts
    5,719
    Mentioned
    128 Post(s)
    Tagged
    7184 Thread(s)
    Rep Power
    644262

    Default

    Quote Originally Posted by shaikh_samee View Post
    Sarfaraz Bhai jo is din ke against me hai kya wo ye bataye nahi ke Islam me is din ki koi ehmiyat hi nahi hai balki aise na-jayaz din manane se roka gaya hai.
    Hadees Pak me hai "Jahan (Na-Mehram) Mard-Aurat (tanha) Hote hai wahan tisra Shaitan hota hai"
    Aur aaj kal khas is din me Ladke-Ladki ek dusre ko Card, Phool dete hai phir ahista-ahista ye muamla aage badh jata hai.
    Aur ye din christian logon ne shuru kiya hai. hadees Pak me hai Jo jis ka tarika apnayega us ka Hashr usike sath hoga"
    ap ne abhi kaha k hum kisi ki soch pe pabandi nai lga skte per koshish tu ki ja sakti hai so wo mene or apne ki ab manna ya na manna agle ki marzi hai or islam men jabar ki mumaniat ki gai hai isliye ab zabardasti kerne se man-ne ka tu nai pta per larrai zrur parr sakti hai

  10. #19
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Desert
    Posts
    1,138
    Mentioned
    42 Post(s)
    Tagged
    1957 Thread(s)
    Rep Power
    13

    Default

    main nay daikha tha kah parliment key tamam borhi khawateen laal kapray aur aik jawan Rana Sanaullah sahib bhi Laal rang key tie laga kar aay thay
    Last edited by sannan; 17-02-2014 at 05:59 PM.

  11. #20
    Join Date
    May 2013
    Location
    pakistan
    Posts
    5,719
    Mentioned
    128 Post(s)
    Tagged
    7184 Thread(s)
    Rep Power
    644262

    Default

    Quote Originally Posted by sannan View Post
    main nay daikha tha kah parliment key tamam borhi khawateen laal kapray aur aik jawan Rana Sanaullah sahib bhi Laal rang key tie laga kar aay thay
    un ki chorro tum apni sunao "sannu"

Page 2 of 3 FirstFirst 123 LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •