Page 7 of 73 FirstFirst ... 567891757 ... LastLast
Results 61 to 70 of 728

Thread: ~!~ Aik Shair ~!~

  1. #1
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    candel ~!~ Aik Shair ~!~



    Jang Mian Roz Aik shair nazron ke samne se guzarta hai..kafi mayeen khez hota hai..socha wo yaha share kiya karon ..Mohtram Anwar Shour Sahab Ka Daily Aik Shair Hota hai.


    Gilani



    Multan Buzargo Ka,waliou Ka Ilaqa Hai
    Is Shahar Ki Nisbat Se Mat Pochye Kiya Hain wo

    Tazeem-o-Aqedat Ke Haqdar Na Hon Kaise
    Makhdom Hain,Syed Hain,Yousaf Hain,Raza Hain wo

  2. #61
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: ~!~ Aik Shair ~!~

    "Bachey"


    Ku Na Bachon Ko Bilaktey Dekh Ker
    Gham zada Maa Baap Jeena Chor Dain

    Dood Mehnga Bik Raha Hai Kis Qadar
    Kaash Bachey Dood Pena Chor Dain

  3. #62
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: ~!~ Aik Shair ~!~

    "Khabar"

    Baz Log Is Khabar Pe Khush Hongai
    Baz Maghmom Aur Sharminda

    Mushtael Sehriou Ne Bur Sar-e-Aaam
    Dakoo`n Ko Jala Diya zinda

  4. #63
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: ~!~ Aik Shair ~!~

    "Khas-o-Aam"

    Ho Agar Khas-o-Aam Ghussey Main
    Ku Na Ho Khas-o-Aam Se Khatra

    Dako`on Ko Police Ka Khouf Nahi
    Aj Kal Hai Awaam Se Khatra

  5. #64
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: ~!~ Aik Shair ~!~

    "Bohran"

    Is Mulk Main Rehta Hai Tawanaye Ka Bohran
    Her waqt Kisi Marka Araye Ka Bohran

    Leken Jo Nahi Qabl-e-Bardash Abb Aaa Dost
    Mehnagye Ka Bohran Hai Mehngaye Ka Bohran

  6. #65
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: ~!~ Aik Shair ~!~


    "Dour"

    Agaya Mail Ka,Milap Ka Din
    Kat Gaya BeTapak Raat Ka Dour

    Phir Mubarak Ho Pak-o-Bharat Ko
    Aik Jama Muzakrat Ka Dour

  7. #66
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: ~!~ Aik Shair ~!~

    "wafir"

    Kursiou Ke Liye Hakomat Ko
    Admi Beshumar Milte Hain

    Her Jamat Main Is Tarah Ke Log
    "Aik Dhondo,Hazar Milte Hain"


  8. #67
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: ~!~ Aik Shair ~!~

    "HoshRuba"

    Abhi Se HoshRuba Qeematain Hain Cheezon Ki
    Na Janey Tera Nasebon Ka Haal Kiya Hoga

    Bajat Se Qabul Gharebon Ka Hai Bura Alam
    Bahat Ke Bad Gharebon Ka Haal Kiya Hoga

  9. #68
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: ~!~ Aik Shair ~!~

    "Berozgar"

    Koi Berozgar Uff Na Karey
    Hul zarori Sawal Hojayain

    Wo Bhi Hojaye Ga Bahal Kabhi
    Pheley Judge Tu Bahal Hojayain

  10. #69
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: ~!~ Aik Shair ~!~


    "Bijli"


    Pohnch Jaye Chahey Jaha Loadshading
    Abhi Horahe Thi waha Loadshading

    Abhi Horahe Hai Yaha Loadshading
    Nahi Mulk Bhur Main Kahan Loadshading



  11. #70
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: ~!~ Aik Shair ~!~




    "Ajaradar"

    Ahl-e-Dolat Ka Ajara Ku Na Ho Sohan-e-Rooh
    Dard Mando Ke Liye,Roshan zameeron Ke Liye

    Kiya Raison Ke Liye Hasil Hue Thi Yeh zameen
    Yeh watan Qaim Hua Tha Kiya Ameeron Ke Liye ?


Page 7 of 73 FirstFirst ... 567891757 ... LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •