Page 1 of 3 123 LastLast
Results 1 to 10 of 29

Thread: ~ Awaz ~

  1. #1
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    candel ~ Awaz ~

    Asalam.o.Alaikum

    Kafi din se aik baat dimag main ghoum rahe hia...Awaz Allah Pak ki naimat main se aik bhot bari naimat hai..jin k pass nahi hoti wo is naimat se mehrom reh ker dosrey or kaye zariye phir apni baat dosron tak pohchane k lye use kartey hian...hamian Allah Pak ka sukur ada karna uski her her naimat k lye...Awaz insani nizam mian se aik aisa nizam hia k app yeh kisi or ki nahi use kar skty..ajkal her chez insan ki dobara lag jati hia bun jati hai leken Awaz wahid aisa anmol heera hia k ap usko nakli nahi bana skatey kisi or ka nahi use karsaktey...kisi bhi shaksiyat main Awaz bhot ahmiyat ki hamil hia...jab hum kisi se miltey hian or baat kartey hian tu yeh awaz he hai jis k zeriye karty hain..apni baat logon tak pohchane ka zariye bhi awaz he banti hia...APP SUB k nazdek Awaz ki kiya ahmiyat hai ? ap ko kaise Awaz achi lagti hia..kisi ki shaksiyat main kiya app Awaz ko ahmiyat detey hian...Awaz banane wala tu Allah Pak he hia leken hum kitne maze se kisi ko b kehdetey hian k tumhari Awaz naih achi..halankey insan k Jismani khandokhal main insan ka koi taluk naih hota werna her insan apne ap ko khoubsurat he banata...koi bhi kisi bhi kami ka shikar na hota sub gorey or khoubsurat hotey...leken Allah Pak sub k lye jo acha behter samjhta hai wo he karta hai...leken hamara b farz hai k hum apne app ko sanwar kar rakhey ...agr jismani khandokhal main koi masla hia tu is ko apni kamzori na banaye balkey usk sath muqabley karey or apni kamzori ko apni taqat banaye...Insan apne zahan se thakta hai apni kamzori ko khud per hawi karne se thkta hai wo thakan se itna nahi thakta jitna zehni thakn se thakta hai islye apne ap ko zehni thakan se dor karey..tu janab baat horahe thi Awaz ki..app yeh bataye k ap ko kaise Awaz pasand hia...

    jaha tak meri bat hai tu mujhe dehme lehje wali Awazain pasand ati hian...gehrey lehjey..jinki awaz suntey he dil o dimag main sakon sa utar jaye..

    Apne khayalat ka izhar kijeye ke app in baataon k bare main kiya sochtey hian...

  2. #2
    Join Date
    Sep 2010
    Location
    Mystic falls
    Age
    36
    Posts
    52,044
    Mentioned
    326 Post(s)
    Tagged
    10829 Thread(s)
    Rep Power
    21474903

    Default

    walaikumusalam

    bila shuba awaz ALLAH ki naimton main se aik nemat hai aur aisi nemat hai jis se ap apni baat jo k ap kehna chahtay hain dusron tak pohancha saktay hain muje jo awaz pasand hai aisi hai k jis main hardness na ho na hi harshness ho mulayem si awaz ho
    awaz achi nahi to tab hota na jab ap koi gana gaa rahay ho to agla banday keh dey bash chup karjao ganay ki tangain tor deen jokes apart .. awaz wohi achi hoti hai jis main na to koi gussa ho na nafrat ho aur obviously us awaz main kisi ki gheebat na ho meethi meethi si ho

    eq2hdk - ~ Awaz ~

  3. #3
    Join Date
    Dec 2013
    Location
    Islamabad
    Posts
    341
    Mentioned
    22 Post(s)
    Tagged
    1386 Thread(s)
    Rep Power
    12

    Default

    جیسے انسان تعلیم Ø+اصل کر کے،مطالعہ کر Ú©Û’ اپنے ذہن Ú©Ùˆ تیار کرتا ہے،اپنی سوچ اور فکر Ú©ÛŒ نشو نما کرتا ہے،جیسے غذا Ú©Û’
    ذریعے اپنے جسم Ú©ÛŒ پرورش کرتا ہے،جیسے سردیوں میں لوشن لگا کر اپنی جلد Ú©ÛŒ Ø+فاظت کرتا ہے،نہا کر اپنے جسم Ú©Ùˆ پاک
    صاف رکھتا ہے،اچھا لباس زیب تن کر Ú©Û’ اپنی وجاہت بناتا ہے،ایسے ہی انسان Ú©ÛŒ آواز پر بھی انسان Ú©Ùˆ Ù…Ø+نت کرنی چاہئے۔

    آواز کا تعلق ادائیگی سے ہے،اگر آپکی ادائیگی اچھی نہیں ہوگی تو لوگ کہیں گے کتنی بُری آواز ہے،یہ خاموش ہی اچھا لگتا ہے۔
    جبکہ لوگ یہ نہیں سمجھتے ہیں کہ اصل خرابی اسکی ادائیگی میں ہے،جو لوگ Ø+لیم طبعیت Ú©Û’ مالک ہوتے ہیں،نرم لہجے میں
    بات کرتے ہیں،آہستہ سے بات کرتے ہیں اُنکی آواز دل میں اندر تک اُتر جاتی ہے۔اسکے برعکس جو افراد اُونچا بولتے ہیں اور سختی
    سے بات کرتے ہیں اُنکی کرختگی اُنکی آواز کو بھدا بنا دیتی ہے اور ہم بیوقوف کہتے ہیں کہ اسکی تو آواز ہی خراب ہے۔

    ہمیں اپنی آواز Ú©Ùˆ خوبصورت ترین بنانے کیلئے اُسکی بھرپور نشونما کرنی چاہئے،اور اُسکے تمام Ø+قوق Ú©Û’ متعلق آگاہی رکھنی
    چاہئے اور پھر اُن کے مطابق اپنی ادائیگی کرنی چاہئے۔

  4. #4
    Join Date
    May 2013
    Location
    pakistan
    Posts
    5,719
    Mentioned
    128 Post(s)
    Tagged
    7184 Thread(s)
    Rep Power
    644262

    Default

    beshak awaz Allah ka wo tohfa hai jis ka koi naim-ul-badal nhi,mujhe b dheemi awaz wale log ache lagte hen oonchi awaz men koi pani b mange tu lagta hai zehar mang rha hai ap ko dene k liye

  5. #5
    Join Date
    May 2013
    Location
    pakistan
    Posts
    5,719
    Mentioned
    128 Post(s)
    Tagged
    7184 Thread(s)
    Rep Power
    644262

    Default

    Quote Originally Posted by Vampire View Post
    walaikumusalam

    bila shuba awaz ALLAH ki naimton main se aik nemat hai aur aisi nemat hai jis se ap apni baat jo k ap kehna chahtay hain dusron tak pohancha saktay hain muje jo awaz pasand hai aisi hai k jis main hardness na ho na hi harshness ho mulayem si awaz ho
    awaz achi nahi to tab hota na jab ap koi gana gaa rahay ho to agla banday keh dey bash chup karjao ganay ki tangain tor deen jokes apart .. awaz wohi achi hoti hai jis main na to koi gussa ho na nafrat ho aur obviously us awaz main kisi ki gheebat na ho meethi meethi si ho
    hooooooooooooooooooooooooon tumen kis ki "meethi lagti hai"ab mujh se chupaye ga paglay

  6. #6
    Join Date
    Sep 2010
    Location
    Mystic falls
    Age
    36
    Posts
    52,044
    Mentioned
    326 Post(s)
    Tagged
    10829 Thread(s)
    Rep Power
    21474903

    Default

    Quote Originally Posted by shazia rana View Post

    hooooooooooooooooooooooooon tumen kis ki "meethi lagti hai"ab mujh se chupaye ga paglay
    abi suni nahi hai na par i guess aisi hi hogi

    eq2hdk - ~ Awaz ~

  7. #7
    Join Date
    May 2013
    Location
    pakistan
    Posts
    5,719
    Mentioned
    128 Post(s)
    Tagged
    7184 Thread(s)
    Rep Power
    644262

    Default

    Quote Originally Posted by Vampire View Post


    abi suni nahi hai na par i guess aisi hi hogi
    ufff kya karun is larrke ka barron se b free hone se baz nai ata

  8. #8
    Join Date
    Sep 2010
    Location
    Mystic falls
    Age
    36
    Posts
    52,044
    Mentioned
    326 Post(s)
    Tagged
    10829 Thread(s)
    Rep Power
    21474903

    Default

    Quote Originally Posted by shazia rana View Post

    ufff kya karun is larrke ka barron se b free hone se baz nai ata
    baray nahi buzurg kahain khud ko

    eq2hdk - ~ Awaz ~

  9. #9
    Join Date
    May 2013
    Location
    pakistan
    Posts
    5,719
    Mentioned
    128 Post(s)
    Tagged
    7184 Thread(s)
    Rep Power
    644262

    Default

    Quote Originally Posted by Vampire View Post


    baray nahi buzurg kahain khud ko
    chal mera bhai men bzurg ab sarrak par kar lo

  10. #10
    Join Date
    Sep 2010
    Location
    Mystic falls
    Age
    36
    Posts
    52,044
    Mentioned
    326 Post(s)
    Tagged
    10829 Thread(s)
    Rep Power
    21474903

    Default

    Quote Originally Posted by shazia rana View Post

    chal mera bhai men bzurg ab sarrak par kar lo
    kar li road cross

    eq2hdk - ~ Awaz ~

Page 1 of 3 123 LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •