Results 1 to 5 of 5

Thread: LAMHON K AZAAB(epi 14)

  1. #1
    Join Date
    May 2013
    Location
    pakistan
    Posts
    5,719
    Mentioned
    128 Post(s)
    Tagged
    7184 Thread(s)
    Rep Power
    644262

    Default LAMHON K AZAAB(epi 14)

    jari hai...
    Attached Images Attached Images
    badakhuwar2 zps199b7191 - LAMHON K AZAAB(epi 14)

  2. #2
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Karachi, Pakistan
    Posts
    7,579
    Mentioned
    553 Post(s)
    Tagged
    5446 Thread(s)
    Rep Power
    1088797

    Default

    Assalaam-O-alaikum

    Bohat khoobsurat tehreer, sach batayoon tou aap ki yeh waali episode mujhay bohat hi achii lagii, waja merii travelling ki aadat aur nayay culture kay logon say milna hay...

    Meri SPAIN main aisi aik laRki say mulaaqat hoyee thii jiss ka naaq naqsha bilkul Arab jaisa tha basically Saville main ziyada tar mard-o-aurat Arab naqosh kay miltay hain, magar woh SPANISH thii ussay tooti phooti Arabic aatii thii aur uss nay mujh say Arabic aur english main mix baat kii aur thoRii dair baad uss ki aankhain purnamm hogayiii.... meray poochnay per uss nay bataaya kay mujhay lagta hay kay mera ta'aluq muslamaan gharaanay say raha hoga kay jab bhi main duniya main bilkhusoos Palastine main muslamanoon ko Marta hua, ya takleef main dekhtii hoon tou mujhay bohat takleef hoti hay aur main andar hi andar rounay lagtii hoon!!!

    Khair, aap ki iss tehreer ki aik aur daleel yeh bhi doonga kay... hum aksar Biron-e-mulk main jaa kar ISLAM say ziayda qareeb ho jaatay hain banisbat apnay mulk kay... yeh main nay bohat NOTE kia hay apnay safar main kay yaqeen karain kay humaray mulk kay moulanoon say mujhay woh log ziyada pasand aatay hain jo ALLAH ki ibaadat kisi ko DIKHANAY ki niyat say nahin balkay apni 'Religious duty' aur apnay 'Personal satisfaction' kay liye kartay hain....!!

    Mujhay agli episode ka intizaar aaj say hi hay!!

    Shukriya

    Khush rahyeh

  3. #3
    Join Date
    May 2013
    Location
    pakistan
    Posts
    5,719
    Mentioned
    128 Post(s)
    Tagged
    7184 Thread(s)
    Rep Power
    644262

    Default

    Quote Originally Posted by thefire1 View Post

    per men allhamdolillah apne mulk men b mubbat karti hun islam se q k mujhe pta hai kisi ne nai le k jana beroon-e-mulk
    jox apart aisa e hota hai k jab insan apni kisi bohat pyari cheez se door hota hai aik tishnagi c reh jati hai,dikhave wali bat theek ki mujhe khud wo log barre zehar lagte hen jo parsai ka dhong rachate hen..thanx for likin.
    badakhuwar2 zps199b7191 - LAMHON K AZAAB(epi 14)

  4. #4
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Karachi, Pakistan
    Posts
    7,579
    Mentioned
    553 Post(s)
    Tagged
    5446 Thread(s)
    Rep Power
    1088797

    Default

    Hum bohat khushnaseeb hain kay humain WIRAASAT main yeh MAZHAB mil gaya.....!!!

    magar hum nay iss ki qadar nahin kii.... jo log iss mazhab ko JAAN kar, iss kay baaray main PARH kar iss Mazhab ko Apnaatay hain woh iss ki QADAR phir kartay hain aur iss mazhab ki taleemaat ko follow bhi kartay hain....

    Islam is a Universal religion..... its not a matter of CHOICE its a matter of LIVING LIFE with respect, dignity and honor.[

    QUOTE=shazia rana;1904894]
    per men allhamdolillah apne mulk men b mubbat karti hun islam se q k mujhe pta hai kisi ne nai le k jana beroon-e-mulk
    jox apart aisa e hota hai k jab insan apni kisi bohat pyari cheez se door hota hai aik tishnagi c reh jati hai,dikhave wali bat theek ki mujhe khud wo log barre zehar lagte hen jo parsai ka dhong rachate hen..thanx for likin.
    [/QUOTE]

  5. #5

    be shak
    badakhuwar2 zps199b7191 - LAMHON K AZAAB(epi 14)

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •