Na Jany itni Muhabbat kahan se Aa Gai us k Liye.
K Mera Dil B us ki Khatir Mujh se Rooth Jata Hai.
Ik arzoo hai puri parwrdgar kare,
Mein dair say jaon wo mere intzar kare,
Apne hathon say sanwarun zlfein uski,
Wo sharma ker Mohabbat ka iqrar kare,
Lipat jaye Mujhse aalm e madhoshi mein,
Or josh e janun mein Mohabaat ka izhar kare,
Qasam khada ki main kisi or ki ho nahi sakti.
Ye wada e wafa wo bar bar kare…
I aM sTrOnG bEaCaUsE I DePeNdS oN AllAh
Na Jany itni Muhabbat kahan se Aa Gai us k Liye.
K Mera Dil B us ki Khatir Mujh se Rooth Jata Hai.
I aM sTrOnG bEaCaUsE I DePeNdS oN AllAh
Koi Fariyad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise.
Tune Aankhon Se Koi Baat Kahi Ho Jaise.
Jagte Jagte Ek Umr Kati Ho jaise.
Jan Baki Hai Magar Saans Ruki Ho Jaise.
Har Mulakat Pe Mehsos Yehi Hota Hai.
Mujh se Kuch Teri Nazar Pooch Rahi Ho Jaise.
Raah Chalte Huve Aksar Yeh Ghumaan Hota Hai.
Woh Nazar Chup k Mujhe Dekh Rahi Ho Jaise.
Ek Lamhe Mein Simat Aaya Hai Sadiyon Ka Safar.
Zindagi Tez Bahut Tez Chali Ho Jaise.
Is Tarah Pehron Tujhe Sochta Rehta Hoon Main.
Meri Har Saans Tere Naam Likhi Ho Jaise.
I aM sTrOnG bEaCaUsE I DePeNdS oN AllAh
Jab Garz Hoi Tab Payar Kia ,
Jab Waqt Mila Tab Yaad Kia.
Ab Or Haqiqat Kia Likhon.
Is Door K Mukhlis Logo'on Ki.
I aM sTrOnG bEaCaUsE I DePeNdS oN AllAh
"Kòi Kya Merå Intezår Kåråy Gå"
"Åpñi Ziñdågi Mere Liye Bekåår Kårey Gå"
"Håm Koñ $å Ki$i K Liye Khåå$ Håiñ"
"Kyå $OÇH Kar Koi Hamåiñ Yååd Karay ga..
I aM sTrOnG bEaCaUsE I DePeNdS oN AllAh
Tasali Rakh AE DiL_Nadan Mat Ro Apni Tanhai py,
Tera tha hi kon jo tera hal pochta,
I aM sTrOnG bEaCaUsE I DePeNdS oN AllAh
Kaha Maine K Kab Yeh Zindagi Khusboo Lagi Tum ko.
Woh Bola Bay Khayali Main Tujhe Jab Chhoo Lia Maine.
I aM sTrOnG bEaCaUsE I DePeNdS oN AllAh
Phir Mujhe Pyass k Sehra me kaheen Neend Aaye.
Aur Main khawab me Mangoon Tujhe Pani ki Tarah.
I aM sTrOnG bEaCaUsE I DePeNdS oN AllAh
Le Jala de Tu Mere Hath'on ko Aag me.
Main bhi To Dekhu phir Tere liye Dua kon Mangta hai.
I aM sTrOnG bEaCaUsE I DePeNdS oN AllAh
na kisi ki ankh ka nur hun.
na kisi k dil ka qarar hun.
jo kisi k kam na a saky. main wo ek musht-e-gubar hun.
na to main kisi ka habib hun.
na to main kisi ka raqib hun
jo bigar gaya wo nasib hun.
jo ujar gaya wo dayar hun.
mera rang-rup bigar gaya.
mera yar mujh se bichar gaya.
jo chaman fizan mein ujar gaya.
main usi ki fasl-e-bahar hun.
parhne fateha koi aye kyun.
koi char phul charhaye kyun.
koi ak shamma jalaye kyun.
main wo bekasi ka mazar hun.
main nahin hun nagma-e-janfishan.
mujhe sun k koi karega kya.
main bare barog ki hun sada.
main bare dukh ki pukar hun.
Posted by Maheen at 17:15 0 comments
Email This
BlogThis!
Share to Twitter
Share to Facebook
Share to Pinterest
Jane Kitne Hi Sawalat Adhuraye The Abhi.
Jane Kitne Hi Sawalat Adhuraye The Abhi.
Waqat-e-Rukhsat Meri Aankhon me To Dekha Hota .
I aM sTrOnG bEaCaUsE I DePeNdS oN AllAh