Haqeeqat Zid Kiye Baithi Hai Chakna-Choor Karne Ko
Magar Har Aankh Phir Sapna Suhana Dhoondh Leti Hai..
Kaha Maine Ke Kab Yeh Zindagi Khushboo Lagi Tum ko ???
Woh Bola Be-Khayali Main Tujhe Jab Chhoo Lia Maine ...!!
I aM sTrOnG bEaCaUsE I DePeNdS oN AllAh
Haqeeqat Zid Kiye Baithi Hai Chakna-Choor Karne Ko
Magar Har Aankh Phir Sapna Suhana Dhoondh Leti Hai..
I aM sTrOnG bEaCaUsE I DePeNdS oN AllAh
Walekum Salam
Nice Tharead
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا
Ùصیل عشق پر ØªØ§Ø²Û Ù„ÛÙˆ Ú©Û’ چھینٹے Ûیں
Ø+دود٠عشق سے Ø¢Ú¯Û’ Ù†Ú©Ù„ گیا ÛÛ’ کوئی
bohaat achi thread hay dear
ღ∞ ι ωιll αlωαуѕ ¢нσσѕє уσυ ∞ღ
​nice.../up
Meri nazar se na ho door aik pal k liye
Tera wajood hai lazim meri ghazal k liye
Tera ye sath mje utna hi zrori hai
K jitna pani zrori hai her KANWAL k liye !!
,,,ÙˆÛÛŒ تو سب سے Ø²ÛŒØ§Ø¯Û ÛÛ’ Ù†ÙÚ©ØªÛ Ú†Ùیں میرا
..!!!â€Ø¬Ùˆ Ù…Ùسکرا Ú©Û’ ÛÙ…ÛŒØ´Û Ú¯Ù„Û’ لگائے مجھے
سسکیاں لیتی Ûوئی غمگین Ûواؤ، Ú†ÙÙ¾ رÛÙˆ
سو رÛÛ’ Ûیں درد، ان Ú©Ùˆ مت جگاؤ، Ú†ÙÙ¾ رÛÙˆ
رات کا پتھر Ù†Û Ù¾Ú¯Ú¾Ù„Û’ گا شعاعوں Ú©Û’ بغیر
صبØ+ Ûونے تک Ù†Û Ø¨ÙˆÙ„Ùˆ ÛÙ… نواؤ ØŒ Ú†ÙÙ¾ رÛÙˆ
بند Ûیں سب میکدے، ساقی بنے Ûیں Ù…Ø+تسب
اے گرجتی گونجتی کالی گھٹاؤ ØŒ Ú†ÙÙ¾ رÛÙˆ
تم Ú©Ùˆ ÛÛ’ معلوم آخر کون سا موسم ÛÛ’ ÛŒÛ
Ùصل٠گل آنے تلک اے خوشنواؤ ØŒ Ú†ÙÙ¾ رÛÙˆ
سوچ Ú©ÛŒ دیوار سے Ù„Ú¯ کر Ûیں غم بیٹھے Ûوئے
دل میں بھی Ù†ØºÙ…Û Ù†Û Ú©ÙˆØ¦ÛŒ گنگناؤ ØŒ Ú†ÙÙ¾ رÛÙˆ
Ú†Ú¾Ù¹ گئے Ø+الات Ú©Û’ بادل تو دیکھا جائے گا
وقت سے Ù¾ÛÙ„Û’ اندھیرے میں Ù†Û Ø¬Ø§Ùˆ ØŒ Ú†ÙÙ¾ رÛÙˆ
دیکھ لینا، گھر سے Ù†Ú©Ù„Û’ گا Ù†Û ÛÙ…Ø³Ø§ÛŒÛ Ú©ÙˆØ¦ÛŒ!
اے مرے یارو، مرے درد آشناؤ ØŒ Ú†ÙÙ¾ رÛÙˆ
کیوں شریک غم بناتے ÛÙˆ کسی Ú©Ùˆ اے قتیلؔ!
اپنی سولی اپنے کاندھے پر اÙٹھاؤ ØŒ Ú†ÙÙ¾ رÛÙˆ
I aM sTrOnG bEaCaUsE I DePeNdS oN AllAh
Shehr-e-gul ke khas-o-khaashaak se khauf aata hai
Jis ka waaris huN, usi khaak se khauf aata hai
Shakl ban_ne nahi paatii K bigaR jaati hai !!
Nayi miTTi ko naye chaak se khauf aata hai
WaQt ne aise ghumaaye ufaQ – aafaaQ K bus
Mahvar-e-gardish-e-saffaak se khauf aata hai
Yahi lehjaa tha K me’yaar-e-sukhan Thahra tha
Ab isi lehjaa -e- be-baak se khauf aata hai
Aag jab aag se miltii hai to lau deti hai
Khaak ko khaak ki poshaak se khauf aata hai
Qamat-e-jaN ko khush aya tha kabhi khil’at-e-ishq
Ab isi jaama-e-sad-chaak se khauf aata hai
Kabhi aflaak se naaloN ke jawaab aate the
In dinoN aalam-e-aflaak se khauf aata hai
Rahmat-e-syed-e-laulaak pe kaamil eemaan
Ummat-e-syed-e-laulaak se khauf aata hai
I aM sTrOnG bEaCaUsE I DePeNdS oN AllAh
Wafa kar! magar ustawaari na rakhKoii bojh seene pe bhaari na rakhMohabbat ke badle muhabbat na maangK yeh silsilaa, karobaari na rakhKisii aur heelay se kar mustafeezFaQat rasm-e-bada-gusaari na rakhTu aaya hai to harf-e-matlab pe aaZabaaN per bahut khaksaari na rakhSalamat nahii sar to dastaar kyaBahut apni ooNchi ataari na rakhHaqeeQat tujhe maar dalegi sun!!‘Mujeebi’ bahut jaan kaari na rakh
I aM sTrOnG bEaCaUsE I DePeNdS oN AllAh