-
11-06-2014, 11:36 PM
#361
-
11-06-2014, 11:39 PM
#362
Sadiyon se insaan yeh sunta aya hai,
Dukh ki dhoop ke agey sukh ka saya hai,
I aM sTrOnG bEaCaUsE I DePeNdS oN AllAh
-
11-06-2014, 11:40 PM
#363
Hum ko in sasti khushiyon ka bhoj na do,
Hum ne soch samajh ke gham apnaya hai,
I aM sTrOnG bEaCaUsE I DePeNdS oN AllAh
-
11-06-2014, 11:41 PM
#364
Jhoot to kaatil thehra, is ka kya rona,
Sach ne bhi insaan ka khoon bahaya hai,
Pedaayesh ke din se maut ki zadd mein hain,
I aM sTrOnG bEaCaUsE I DePeNdS oN AllAh
-
11-06-2014, 11:42 PM
#365
Iss maktal mein kon humain le aya hai,
Awal awal jis dil ne barbaad kiya,
I aM sTrOnG bEaCaUsE I DePeNdS oN AllAh
-
11-06-2014, 11:42 PM
#366
Aakhir aakhir woh dil hi kaam aya hai,
Itne din ehsaan kiya deewanon per,
Jitne din logon ne sath nibhaya hai…
I aM sTrOnG bEaCaUsE I DePeNdS oN AllAh
-
11-06-2014, 11:43 PM
#367
Mujh Se Rothy Hain Mere Apny Kabeelay Walye
Mere Seenay Main Her Ik Teer-e-Sitam Toota Hai
I aM sTrOnG bEaCaUsE I DePeNdS oN AllAh
-
11-06-2014, 11:44 PM
#368
Lafz-o-Maani K Taqazoon Se Ulaj Kr Aksar
Mere Hathon Mera Majroh-e-Kalam Toota Hai
I aM sTrOnG bEaCaUsE I DePeNdS oN AllAh
-
11-06-2014, 11:44 PM
#369
Karb-e-Na-Qadri-e-Yaaran k Bhanwar Main Ghir Kr
Baar’ha Dil Ki Tarhan Shooq Ka Dum Toota Hai…
I aM sTrOnG bEaCaUsE I DePeNdS oN AllAh
-
11-06-2014, 11:44 PM
#370
Sana e anjam o lasbeh kehkashan k lie,
Ye wo zameen hai bani thi jo asman k lie.
I aM sTrOnG bEaCaUsE I DePeNdS oN AllAh
Posting Permissions
- You may not post new threads
- You may not post replies
- You may not post attachments
- You may not edit your posts
-
Forum Rules