Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 10 of 12

Thread: Khuda Se Zayada Jaraseemon Ka Khauf

  1. #1
    Join Date
    May 2013
    Location
    pakistan
    Posts
    5,719
    Mentioned
    128 Post(s)
    Tagged
    7184 Thread(s)
    Rep Power
    644262

    Default Khuda Se Zayada Jaraseemon Ka Khauf

    Gaari ka woh machanic kaam karte karte utha is ne panchar check karne walay tub se haath geelay kiye aur waisay hi ja kar
    khana khana shuru kar diya, mein ne is se kaha Allah ke bande is terhan ganday hathon se khana khao ge to bemaar
    par jayo ge. hazaron jaraseem tumahray pait mein chalay jayen ge kya tum ne kabhi is terhan ki baatein dettol ya sabun ke ishtihar
    mein nahi dekhen to is ne jawab diya ke sahib jab hum hathon pay pehla kalma parhte hain aur pani daaltay hain
    to saaray jaraseem khud bah khud mar jatay hain aur jab bism Allah parh kar roti ka luqmah torte hain to jaraseem ki
    jagah hamaray pait mein barket aur sehat daakhil ho jati hai. mujhe is machanic ki baat ne hila
    ke rakh diya yeh to is ka tawakkal tha jo usay bemaar nahi honay deta tha .
    Ashfaq Ahmed ki zavia se intikhab
    Last edited by Sachii Dosti; 12-12-2014 at 11:20 PM.
    badakhuwar2 zps199b7191 - Khuda Se Zayada Jaraseemon Ka Khauf

  2. #2
    Join Date
    Jul 2008
    Location
    Karachi
    Age
    35
    Posts
    32,906
    Mentioned
    46 Post(s)
    Tagged
    5939 Thread(s)
    Rep Power
    21474885

    Default

    Masha ALLAH

    8bffd51cd2705b99335ce635a13dbb09 zps81c9bfed - Khuda Se Zayada Jaraseemon Ka Khauf

    ..!!


  3. #3
    Join Date
    Nov 2013
    Location
    Dream Land
    Age
    28
    Posts
    3,220
    Mentioned
    97 Post(s)
    Tagged
    2597 Thread(s)
    Rep Power
    429514

    Default

    ​ mashaAllah........


  4. #4
    Join Date
    Sep 2010
    Location
    Mystic falls
    Age
    36
    Posts
    52,044
    Mentioned
    326 Post(s)
    Tagged
    10829 Thread(s)
    Rep Power
    21474903

    Default

    zabardast subhan ALLAH

    eq2hdk - Khuda Se Zayada Jaraseemon Ka Khauf

  5. #5
    Mohammad Sajid's Avatar
    Mohammad Sajid is offline * خاک نشین *
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default

    پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا

  6. #6
    Join Date
    Oct 2013
    Location
    Limits
    Posts
    6,236
    Mentioned
    718 Post(s)
    Tagged
    5714 Thread(s)
    Rep Power
    1939206

    Default

    a beautiful sharing


    ,,,وہی تو سب سے زیادہ ہے نُکتہ چِیں میرا
    ..!!!‏جو مُسکرا کے ہمیشہ گلے لگائے مجھے


  7. #7
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Karachi, Pakistan
    Posts
    7,579
    Mentioned
    553 Post(s)
    Tagged
    5446 Thread(s)
    Rep Power
    1088797

    Default

    Bohat khoobsurat baat.... laikin safayii ka khayaal rakhna bhi nisf imaan hay.... isi liye safayii ka khayal rakhna aur ALLAH kay diye huway rizq ka ehtraam karna bhi aik muslaamaan ka farz hay!

    Jazach ALLAH Khair.... ALLAH SWT humaray Imaan ko mazboot karay aur humain har kisam ki mulhak beemaariyon say mehfooz rakhay ameen sum ameen.

  8. #8
    Join Date
    May 2013
    Location
    pakistan
    Posts
    5,719
    Mentioned
    128 Post(s)
    Tagged
    7184 Thread(s)
    Rep Power
    644262

    Default

    Quote Originally Posted by thefire1 View Post
    Bohat khoobsurat baat.... laikin safayii ka khayaal rakhna bhi nisf imaan hay.... isi liye safayii ka khayal rakhna aur ALLAH kay diye huway rizq ka ehtraam karna bhi aik muslaamaan ka farz hay!

    Jazach ALLAH Khair.... ALLAH SWT humaray Imaan ko mazboot karay aur humain har kisam ki mulhak beemaariyon say mehfooz rakhay ameen sum ameen.
    wese ye khabti logon k liye b ho sakta hai
    badakhuwar2 zps199b7191 - Khuda Se Zayada Jaraseemon Ka Khauf

  9. #9
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Karachi, Pakistan
    Posts
    7,579
    Mentioned
    553 Post(s)
    Tagged
    5446 Thread(s)
    Rep Power
    1088797

    Default

    Baat hay safayiii ki Paen.... ab yeh sab per lagooo hay!
    Quote Originally Posted by shazia rana View Post

    wese ye khabti logon k liye b ho sakta hai

  10. #10
    Join Date
    May 2013
    Location
    pakistan
    Posts
    5,719
    Mentioned
    128 Post(s)
    Tagged
    7184 Thread(s)
    Rep Power
    644262

    Default

    Quote Originally Posted by thefire1 View Post
    Baat hay safayiii ki Paen.... ab yeh sab per lagooo hay!
    sorry mene ap se disagree kia ab mujhe goli mar den jox apart paen i seriously agree
    badakhuwar2 zps199b7191 - Khuda Se Zayada Jaraseemon Ka Khauf

Page 1 of 2 12 LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •