dono maa beti mein ziada farq nahi tha - aik khud parasti mein mubtala - aik khud tarsi mein - dono kaifiyat insaan ko sirf" mein" tak mehdood rakhti hain -
woh sirf apne baray mein hi sochte hain bas. .. .. . aur un ke is" mein" ka bhughataan un ke pyaron ko bhughtna parta hai ,
aik zalim to dosra mazloom ban kar tamam Umar is ranj mein girftar rehta hai ke usay is ka haq nahi mila -
yeh dono insaan kabhi khush nahi reh pa te, be yaqeen, be aitbaar rehtay hain - kisi Nemat ka shukar bhi ada nahi kar paate -
" buut shikan" - lamaya Khan