Aslam Alikum
men kuch dino se soch rahi thi k log aj kal ASLAM ALIKUM ki jaga "aoa" ya "salam" ya walikum aslam ki jaga "ws" "w.alikumsalm"wagira use kerty hen aisa ku hy?aj kal to bachay bachy ko malom hy k ASLAM ALIKUM k matlab kia hy aur maksad kia to wo WS YA SALAM keh deny se to pora nahi hota maksad?
mazay ki bat hy k achy khasy sensible log bhi yehi use kerty hove dekhy aur paye gye hen..
Mene socha sd members se bhi unk opinion liya jaye is bary men