Page 1 of 10 123 ... LastLast
Results 1 to 10 of 147

Thread: Eid Ki Tayariyan

Hybrid View

Previous Post Previous Post   Next Post Next Post
  1. #1
    Join Date
    Sep 2011
    Location
    Jadoo Nagri
    Posts
    19,712
    Mentioned
    198 Post(s)
    Tagged
    8340 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    glass Eid Ki Tayariyan

    Assalam O Alaikum

    Kiya haal chaal hai Sdianss Inna Soona Soona Sd ho rha hai

    Sab Kidher Gayab hain ksi ko kuch ata pta nahi

    Mera browser inna mar mar k chal rha

    Sd bhi ghanton laga k khulla

    Khair Aap ko Ramzan ka teesra Ashra Mubarak ho

    Ramzan tp lag rha thaa abhi aaya aur abhi ja rha hai aur Ramzan kay janay kay

    baad Allah ka Inaam EId Ul Fitar aa rhi hai

    To yeh thread isi liye lagai hai k yahan aab sab yeh batayen gye kay k aap logon nye

    Eid ki kia kiya tayarian keen aap logon nye kesay kapray banaye sab jaldi jaldi idher

    share kar dein larkay aur larkiyan sab hi apni eid ki tayariyan is thread mai

    show karen jaldi jaldi mai nye sab dekhna hai

    To phir jo jayen shuru

  2. #2
    Join Date
    Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    35
    Posts
    3,603
    Mentioned
    2 Post(s)
    Tagged
    248 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default

    Walikum Salam
    Abhi to kuch b tyaari nhi kee...iss weekend pe hee shopping kru ga........
    2 suite "kurta shlwar" diye huwe hai tailor ko......
    **HAPPY RAMZAN KAREEM**

  3. #3
    Join Date
    Sep 2011
    Location
    Jadoo Nagri
    Posts
    19,712
    Mentioned
    198 Post(s)
    Tagged
    8340 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default

    Quote Originally Posted by LUCKY ZEE View Post

    AAhan good jab sil k aa jayen to yahan zaroor dikhanay hain

  4. #4
    Join Date
    Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    35
    Posts
    3,603
    Mentioned
    2 Post(s)
    Tagged
    248 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default

    Quote Originally Posted by *Mlf* View Post

    g zrur
    **HAPPY RAMZAN KAREEM**

  5. #5
    Join Date
    Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    35
    Posts
    3,603
    Mentioned
    2 Post(s)
    Tagged
    248 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default

    Quote Originally Posted by *Mlf* View Post

    Assalam O Alaikum

    Kiya haal chaal hai Sdianss Inna Soona Soona Sd ho rha hai

    Sab Kidher Gayab hain ksi ko kuch ata pta nahi

    Mera browser inna mar mar k chal rha

    Sd bhi ghanton laga k khulla

    Khair Aap ko Ramzan ka teesra Ashra Mubarak ho

    Ramzan tp lag rha thaa abhi aaya aur abhi ja rha hai aur Ramzan kay janay kay

    baad Allah ka Inaam EId Ul Fitar aa rhi hai

    To yeh thread isi liye lagai hai k yahan aab sab yeh batayen gye kay k aap logon nye

    Eid ki kia kiya tayarian keen aap logon nye kesay kapray banaye sab jaldi jaldi idher

    share kar dein larkay aur larkiyan sab hi apni eid ki tayariyan is thread mai

    show karen jaldi jaldi mai nye sab dekhna hai

    To phir jo jayen shuru
    Ap ne b koi tyaari shyaari ke hai...ya phir meri traa heee...aaaho
    **HAPPY RAMZAN KAREEM**

  6. #6
    Join Date
    Sep 2011
    Location
    Jadoo Nagri
    Posts
    19,712
    Mentioned
    198 Post(s)
    Tagged
    8340 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default

    Quote Originally Posted by LUCKY ZEE View Post
    Ap ne b koi tyaari shyaari ke hai...ya phir meri traa heee...aaaho
    nahi jee meri tayari to poori hai hum bahar rehnay walay maheeno pehlay hi tayari kar letay hain apna dais nahi hai k chand raat tak bazar k chakar lagatay raho to hamari tayari poori hai Alhamdulilah bas hamna ki ek 2 cheezen reh gayi hain woh aa jayen to dikhaon gi

  7. #7
    Join Date
    Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    35
    Posts
    3,603
    Mentioned
    2 Post(s)
    Tagged
    248 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default

    Quote Originally Posted by *Mlf* View Post

    nahi jee meri tayari to poori hai hum bahar rehnay walay maheeno pehlay hi tayari kar letay hain apna dais nahi hai k chand raat tak bazar k chakar lagatay raho to hamari tayari poori hai Alhamdulilah bas hamna ki ek 2 cheezen reh gayi hain woh aa jayen to dikhaon gi
    ok w8 rehe ga
    **HAPPY RAMZAN KAREEM**

  8. #8
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Karachi, Pakistan
    Posts
    7,579
    Mentioned
    553 Post(s)
    Tagged
    5446 Thread(s)
    Rep Power
    1088797

    Default

    Asssalaam-O-alaikum

    Alhamdullilah khairiyat say haain, aap kay mizaaj bakhair hain

    Waqayii kaafi suuna suuna lag raha hay SD, basic reason could be Ramdan, kiyonki time change ho jaata hay har activities ka... hopefully we will have good fun after Ramadan INSHALLAH.

    Main tou Eid ki tayyari Ramadan say pehlay hi kar laita hoon taakay ain waqqt koi parayshani ka samna na hoo, yaani apnay shalwar kamiz silwa liye hain main nay pehli eid kay liye, dosri eid kay liye jeans ki pant hay par t-Shirt ya shirt khareedni thii magar ab nahin lay raha... bas Eid ki namaz kay pehlay dinn nayii shalwar kamiz pehan loonga aur sada say eid manaanay ka program hay kuch khaas halla gulla nahin....

    Bas dua hay kay ALLAH SWT humarii ibaadaat, humaray soum-o-qayaam ko apni baargah main qubool karay ameen sum ameen.

  9. #9
    Join Date
    Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    35
    Posts
    3,603
    Mentioned
    2 Post(s)
    Tagged
    248 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default

    Quote Originally Posted by thefire1 View Post

    AMEEN yahoo - Eid Ki Tayariyan
    **HAPPY RAMZAN KAREEM**

  10. #10
    °Têhrêêr°'s Avatar
    °Têhrêêr° is offline .·★ ƒяɨ€ɲď ๏ƒ ɲąţµя€ ★.·´
    Join Date
    May 2014
    Location
    ●♥forest♥●
    Age
    31
    Posts
    3,439
    Mentioned
    15 Post(s)
    Tagged
    1546 Thread(s)
    Rep Power
    14

    Default

    Quote Originally Posted by thefire1 View Post
    Asssalaa. O-alaikum

    Alhamdullilah khairiyat say haain, aap kay mizaaj bakhair hain

    Waqayii kaafi suuna suuna lag raha hay SD, basic reason could be Ramdan, kiyonki time change ho jaata hay har activities ka... hopefully we will have good fun after Ramadan INSHALLAH.

    Main tou Eid ki tayyari Ramadan say pehlay hi kar laita hoon taakay ain waqqt koi parayshani ka samna na hoo, yaani apnay shalwar kamiz silwa liye hain main nay pehli eid kay liye, dosri eid kay liye jeans ki pant hay par t-Shirt ya shirt khareedni thii magar ab nahin lay raha... bas Eid ki namaz kay pehlay dinn nayii shalwar kamiz pehan loonga aur sada say eid manaanay ka program hay kuch khaas halla gulla nahin....

    Bas dua hay kay ALLAH SWT humarii ibaadaat, humaray soum-o-qayaam ko apni baargah main qubool karay ameen sum ameen.
    Walaikum asslam yeh eid to
    Choton ki yani hamari hair ap inni tyariyon me q lagy hen eid sada hi ti hy
    I aM sTrOnG bEaCaUsE I DePeNdS oN AllAh

Page 1 of 10 123 ... LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •