Page 2 of 4 FirstFirst 1234 LastLast
Results 11 to 20 of 39

Thread: **~** Eid Ki RouTiNe**~**

  1. #11
    Join Date
    Dec 2009
    Location
    SAb Kya Dil Mein
    Posts
    12,694
    Mentioned
    1006 Post(s)
    Tagged
    2307 Thread(s)
    Rep Power
    21474864

    Default

    Walikum ASlam WR WB

    ap ko bi bohat mubark ho
    ore bohat hi acha ramzan guzra hai udasi si hai ramzan kareem kiya janya ki
    ore ji eid to bohat mazya ki guzarti hai
    sab chtoon ko eidi deta hoon sab sya bara hoon na bohat maza ata hai
    ore bohat achya pakwan paktya hein khnya ka maza aa jata hai dostoon ki dawat kerta hoon spacial sab jo bi dosrya city mein job kiya liya hotya hein





  2. #12
    Join Date
    Jan 2011
    Location
    pakistan
    Posts
    9,091
    Mentioned
    95 Post(s)
    Tagged
    8378 Thread(s)
    Rep Power
    429521

    Default

    Quote Originally Posted by attiaahsan View Post
    pahli baat mia kaha giyab giyb tu tum khud ho @~HaAni~; mia Eid ki tiyarion abhi se boht busy yeh Eid boht busy guzrani hia kapray se liye kar kids ki choti choti cheezin pack karty mia thak gayi bags mia thonsi ja rahi ho press kar kar k ufff ............iss eid per Ummrah k program hia 29 Ramzan ko niklna hia
    baki ka ahwal aa k sano gi aur pix line ki b koshish karo gi agar bachon ne liny di tu
    Ye to haii Apii mujhe b Gayab Hona partaaa me ki routine bht tough ho gyiiii but me sd ko bht miss kartiii hn is liye sb ko wasps bulaa rhi k sb hi waps a jao
    Ma Sha Allah u ka is baar umrah ka program u dua karnaa hum sab k liye k Allah hm sab ki mushkilaat asaan kare Ameen
    jeeee zaroor sunana n pics b lana kids ki b banana Achi Achi ic hm sab wait karein ge


  3. #13
    Join Date
    Jan 2011
    Location
    pakistan
    Posts
    9,091
    Mentioned
    95 Post(s)
    Tagged
    8378 Thread(s)
    Rep Power
    429521

    Default Photobucket

    Quote Originally Posted by thefire1 View Post
    Walaikum assalaam

    main tou yahiin hoon

    pehlay tusi daso.....main fir dasa gaan
    achaaa lagta to nae hai k idhar hi hain
    shuruaat baron se hoti naaa so bro aap shuruaaat karein


  4. #14
    Join Date
    Jan 2011
    Location
    pakistan
    Posts
    9,091
    Mentioned
    95 Post(s)
    Tagged
    8378 Thread(s)
    Rep Power
    429521

    Default Photobucket

    Quote Originally Posted by shazia rana View Post
    w.slam
    j0 her bar h0ta w0hi h0ga yani eid ki namaz men 5 min rehne pe bhai k kamre ka darwaza dharrdhrraya jaye ga 0r jab w0 masjid p0hanchen ge tu nmaz shuru h0 chuki h0gi phir hum l0g b namaz parrh k un k ane ka wait karen ge phir w0 a k hamen eidi den ge jis ka rate ab 2 chips 0r aik b0ttle wala reh gya hai q k pehle itne men banda adha jahez khareed sakta tha per ab pta nai mehangai ka yahan q asar nai parrta kher phir hum abbu k0 kuwait f0ne kerte hen j0 us time s0 rhe h0te yani unki eid aik din pehle h0ti 0r hum ghalat time pe entry mar k unhen disturb ker dete ,phir bhai sheer khurma kha k 0r hum l00r l00r phir k s0 jate
    ye to har ghar ki kahanii bhai ko ain time pe jagana partaaaaa
    are aaaap innni puraaani hain k tab eidi me aadha jaheez b khareda jaa saktaaa thaaa
    eidi k time mehnagayiii ka koi asaar nae hotaaa tab sab sasta hai chalta hai yaaani k galat time pe entry maar k un ko disturb kar k khush hote hain
    ye loor loor kahan phirte hain ye b dasnaaa tha naaaa har baaat btaniii thiiiii routine ki


  5. #15
    Join Date
    Jan 2011
    Location
    pakistan
    Posts
    9,091
    Mentioned
    95 Post(s)
    Tagged
    8378 Thread(s)
    Rep Power
    429521

    Default Photobucket

    Quote Originally Posted by thefire1 View Post
    Likhta hoon. ...bohat kuch hay likhnay kay liye
    jee zarorr likhein hm wait karein ge


  6. #16
    Join Date
    Jan 2011
    Location
    pakistan
    Posts
    9,091
    Mentioned
    95 Post(s)
    Tagged
    8378 Thread(s)
    Rep Power
    429521

    Default

    Quote Originally Posted by *Mlf* View Post
    Walaikum O Assalam

    Khair Mubarak tumhen bhi bht mubarak ho

    hamari to khasi masroof guzarti hai eid

    chand raat say eid ki subha tak bas ek aadh ghanta hi sonay ka naseeb hota hai saray kapray raat ko hi press kar k latka deti hoon mehndi bhi laga deti hoon

    hamna ko moqa milay to khud k bhi ek haath mai laga leti hoon khair sey mere mian baray achay hain woh mujhy disturb kiye begair tayar shayar ho

    jatay hain aur ksi bhi cheez k liye mujhy awazen nahi lagatay or doosri taraf bhai nye bhabhi ko ghan chakkar banaya hota un ko aankhon kay aagay pari

    cheez bhi nazar nahi aati to subha subha khoob shor sharaba ho rha hota chaye pee kay aadmi chalay jatay to mai safayi kar leti hoon aur hum dono(mai

    or bhabhi) nashta bhi kar letay thora sa os din hamari kitchen ki chutti hoti hai nashta khana sab aadmi log pakatay hain so subha pooriyan saath qeema

    ,halwa os kay baad mai hamna ko ready sheddy kar deti hoon aadmi aa jatay hain eid mubarak keh detay hain phir eidi nahi detay ab ((( mere mian ka

    mood ho to dey detay hain warna nahi kion k ab hamna ko milti hai eidi

    phir janab hamary ghar mehman aanay shuru ho jatay subha say japani ladiesssss nashta khana sab hamaray yahan hota un ka neend bhi bari aa rhi hori hai

    kafi rush laga hota Mashaa Allah woh jatay raat ko ek bajay tak aur hamari eid wahin khatam ho jati hai bachon k khail kood ladies ki baten shor

    sharaba khana peena raat ko BBQ hota hai aur aglay din say hamaray phir wohi dhanday shuru ho jatay hain
    khair mubarak
    Shukar hai kisi ne to pori routine btayiii warna sab jaan churaa rhe
    waaa u ki to maxe ki guzartiii eid n busy b
    wse ye to maxe ka kaaam k eid wale eid gents khana bnate khooob ghan chakkar bnaya karein unhe
    eidi nae letiii u zabardastiii liiiaaa karein naaaa
    bas ik din ki eid nxt day kaam b shuru


  7. #17
    Join Date
    Jan 2011
    Location
    pakistan
    Posts
    9,091
    Mentioned
    95 Post(s)
    Tagged
    8378 Thread(s)
    Rep Power
    429521

    Default Photobucket

    Quote Originally Posted by Amna Rani View Post
    bsss yar........pehle 2din to susraal me e guzartay hain.......3rd day ammi ki taraf jati hu...tab hoti hai sahi Eid......................
    eid bas aisie aise guzr jati hai pori routine daso


  8. #18
    Join Date
    Jan 2011
    Location
    pakistan
    Posts
    9,091
    Mentioned
    95 Post(s)
    Tagged
    8378 Thread(s)
    Rep Power
    429521

    Default Photobucket

    Quote Originally Posted by LUCKY ZEE View Post
    Walikum Salam...
    Ap ko b JumatulWida mubarak ho.......
    Meri routine wohee rehe ge jo k haar baar hoti hai...
    Eid k pehle din gher k Qareeb qareeb jo relatives hain un k gher jau ga...
    2nd day Ammi k sath sb dour k relatives k gher jau ga
    khair mubarak
    poriii tarah se detail me btayein naa k kya kya hotaaa eid pe kuch different koi halla gulla har family me hotaaa naaa


  9. #19
    Join Date
    Jan 2011
    Location
    pakistan
    Posts
    9,091
    Mentioned
    95 Post(s)
    Tagged
    8378 Thread(s)
    Rep Power
    429521

    Default

    Quote Originally Posted by JiG@R View Post
    Walikum ASlam WR WB

    ap ko bi bohat mubark ho
    ore bohat hi acha ramzan guzra hai udasi si hai ramzan kareem kiya janya ki
    ore ji eid to bohat mazya ki guzarti hai
    sab chtoon ko eidi deta hoon sab sya bara hoon na bohat maza ata hai
    ore bohat achya pakwan paktya hein khnya ka maza aa jata hai dostoon ki dawat kerta hoon spacial sab jo bi dosrya city mein job kiya liya hotya hein
    jeee ye to haiiii
    ahaaan sab ko eidi dete phr to aaap sd pe b baare hm sab ko b eidi dein naaa
    wse sach sach btayein eidi dete hue kitna tang karte hain sab koy
    e to achii baaat sab friends ki gathering ho jati maxaa ataa haiiii


  10. #20
    Join Date
    Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    35
    Posts
    3,603
    Mentioned
    2 Post(s)
    Tagged
    248 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default

    Quote Originally Posted by ~HaAni~ View Post

    khair mubarak
    poriii tarah se detail me btayein naa k kya kya hotaaa eid pe kuch different koi halla gulla har family me hotaaa naaa
    Kuch khaas hallagulla nhi hota...bs sadgi se hee eid ka din guzara jata hai
    **HAPPY RAMZAN KAREEM**



Page 2 of 4 FirstFirst 1234 LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •