jee billkul baja farmaya aap nay...
actually sha'ayeri main aksar iss baat ka dehan nahin rehta kay soch ki wusuaat kahan tak jaa rahii hay....
Hazrat Israfeel Alaah-e-salaam kay zimmay Qayamat kay dinn 'soour phooknay' ka hukum hay tou sha'air nay ussi nisbat ko yahan jouRa hay kay Qayamat say pehlay qayamat karnay per tula hay shakhs.....
soch ki bulundii aur nisbat tou thiik hay, magar aisay ashaar say main parhaiz karta hoon aur junoooni qarar daita hoon jahan ALLAH yaa uss kay Farishtoo ki nisbat say koi baat kahiin jaayay... yeh mera zaaati khayal hay, mera maqsad aap ki pasand ko ghalat kehna nahin aur naa hi aap ki dil-azaari hay... afterall I have the choice of expressing my thoughts freely atleast on SD
g g bilkul....is mn dil azaari ki kia baat hy...inni choti choti baaton py mn naaraz ni hoti.....hr insaan ki apni pasand hoti hy.....mene kabhi kutt khaa ky ni bura maana tw yh tw phirrr...kheir chorein phir meri bisti ho jy gi
actually phly tw mujhko b smjh ni aya tha ab aya hy....
nice ji par banda kinna bhi jnoon rakhta ho kuch nhi kar skta
I aM sTrOnG bEaCaUsE I DePeNdS oN AllAh