-
Bahot informative post. jis ne maqam nahi dekhe hai kum se kum wo in maqamat ki ziyarat to kar sakte hai. aap jitne ho utne photo share kare.
Main thoda confuse hoon, aap ne jo information likhi hai kya ye is masjid ke liye hai ? aur ye masjid kahan par hai masjid-e-khandaq ke pass ya madina sharif mein.
Aur ek information chahiye ke aap ke pass agar aur phi madina sharif aur Makka sharif ki masjidein aur places ke pictures ho to unhe bhi information ke sath share kare.
pl. is mein meri madad kare. I want to seee that places.
Originally Posted by
thefire1
Background main nazar aanay waalii masjid main Hazrat Umar Bin Khattab aur uss say peechay kay area main Hazrat Ali RZ aur Hazrat Fatima RZ kay khaimay thay.
-
Jazak ALLAH.
Subhan ALLAH
-
walaikum assalam
ALLAH ap ka Umrah qubul farmaye aur hum sab ko b taufeeq de
Ameen
..!!
Posting Permissions
- You may not post new threads
- You may not post replies
- You may not post attachments
- You may not edit your posts
-
Forum Rules