Results 1 to 4 of 4

Thread: Mohabbad Kadah Competition September 2014

  1. #1
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    candel Mohabbad Kadah Competition September 2014

    Asalam.o.Alaikum

    Is Bar Sawal Yeh Hai K



    Ù…Ø+بت ایک بار نہیں ہوتی بار بار ہوتی ہے- اگر ایسا نہ ہو تو ہم ساری زندگی ایک ہی شخص Ú©ÛŒ یادوں کا خیمہ تان کر دنیا سے نہ Ú©Ù¹ جائیں_انسان بہت عجیب ہے وہ جینے کیلئے سو جواز کہیں نہ کہیں سے ڈھونڈ ہی لیتا ہے_

    Kia Aisa he hai ?

    Apni Rayee Ka Izhar Kijeye...orangeabli - Mohabbad Kadah Competition September 2014


    Rules:


    Ek member ek hi baar share karay ga
    Same aur edit sharing accept nhi hogi
    Last date 20/9/2014 hai
    Winner 50% poll aur 50% admins decide karen gy.



  2. #2
    Join Date
    Oct 2013
    Location
    Limits
    Posts
    6,236
    Mentioned
    718 Post(s)
    Tagged
    5714 Thread(s)
    Rep Power
    1939206

    Default

    Mai is se ittefaq nhi krti...Aik se zyada log apko ache lag skty hain
    magar muhabbat aik k bad dosry or dosry k bad teesry shakhs se hrgiz nhi ho skti !!
    Is zaman main mai is iqtabas se ittefaq krti hon..

    کبھی کبھی میں سوچتا ہوں کہ لوگ کہتے ہیں کہ ایک Ù…Ø+بت Ú©Û’ بعد بھی دوسری Ù…Ø+بت ہوجاتی ہے
    اور میرا دل کرتا ہے کہ میں چیخ چیخ کر دنیا کو بتاؤں کہ ایسا نہیں ہوتا،
    ہم پہلے شخص کی پرچھائیاں دوسرے میں ڈھونڈتے رہتے ہیں۔

    Or thora khobsorat bnany k liye bachpan ka aik shair :
    Chandni chand se hoti hai sitaron se nhi
    Muhabbat aik se hoti hai hazaron se nhi

    insan zinda rehny k jwaz dhond skta hai, sahary le skta hai magar muhabbat hmesha dil mai usi tra mojzan rehti hai.
    Or zindagi guzarny k liye wo bas bahana dond skta hai koshish kr skta hai magar us tra khush nhi reh skta jis tra muhabbat k sath reh skta tha.

    Mukammal 2 he dano per ye tasbeh e mohabbat hai..
    Jo aye teesra dana... ye douri toot jati hai..

    Mutayyan waqt hota hai Mohabbat ki namazo ka..
    Ada jinki nikal jaye qaza b chhooth jati hai..

    Mohabbat ki namazo mai Imamat aik ko sonpen..
    Isy takny usy takny se niyat toot jati hai..

    Mohabbat dil ka sajda hai jo hai toheed pe qaaem..
    Nazar k shirk walo se mohabbat rooth jati hai..


  3. #3
    Join Date
    Apr 2010
    Location
    k, s, a
    Posts
    14,630
    Mentioned
    215 Post(s)
    Tagged
    10287 Thread(s)
    Rep Power
    1503272

    Default


    ggg mia iss baat se Itfaq karti hoon k Insaan apni zindagi mia aik bar nahi balk kayi bar Muhabat karta hia
    Muhabat kisi aik Rishtay ya Shaks ka tu naam nahi balky aik Jazbe ka naam hia ju her Taluaq her rishte mia hota hia aur agar na ho tu phier her rishta hi bemaiani ho
    mujhy bari shadeed harangi hoti hia jab mia kisi k muh se yeh jumla sunti hoon k mujhy ab kabhi muhabat nahi ho sakti ya nahi karo gi /ga
    kabhi kabhi youn b hota hia k hum sari zindagi ios aik Muhabat ki yaad mia guzar dite hia apne her rishte se cut kar k hum sirf jee rahe hian . likeen zindagi ka aik hisa guzar kar humin yeh Adrak hota hia k jin k sath hum apni zidagi bas jee rahe hote hian asal Mohabat tu wo hia aur jis ki yaad mia hum ne apni zindagi k Qimati pal zaiya kar diye wo tu bas aik sirab tha hum Dil ko yeh zaroor samjhate rahte hian k hum bas usi shakhs se Muhabat karte hian per asal mia hum dil ko order kar rahe hote hian likeen yeh Dil hum se Thora ziyda Wafadar hota hia yeh khud se jhori Muhabton ko hum se ziydha janta hia aur un k samne sar tasleem kham hone mia b ziydha waqt nahi lagata
    Bholna aik alhida Baat hia bholta tu insaan kuch b nahi apni zindagi mia piash ane walla acha bura sab insan ko yaad rihta hia tu phier koi kisi Taluq ko kase bhol sakta hia ksi ko bhol jana aur kisi aur se Muhabat karna do alihda cheezin hian humin Buri cheezin b yaad rahti hian acha bura zindagi ka her Tajurba Insan ko yaad rihta hia iss ka yeh matlab nahi hota k Insan Tajaba karna chor dita hia
    Mera man'na yeh hia k kase koi kisi aik Muhabat k peche apne se wabasta sarri Muhabtin farmosh kar sakta hia
    chale aik choti si masal lite hian aik Shaks jis ko us ki Muhabat nahi mili tu kia wo apne Maa Baap Bhen Bhaion se Muhabat karna chor diye ga
    aik Aurat jise uss ki Muhabat nahi milti baki her rishte se tu wo chalo samjhota kar k guzara kar liti ho gi likeen kia aik aurat apne Bachon se Muhabat nahi karti
    Tu dar khaqeeqat hum apni Zidagion mia boht se logon aur Rishton se Muhabat karte hian Muhabat sirf kisi aik rishte tak mahdood nahi
    Mohabat rishta nahi balky Jazba hia ju humari zindagi mia shamal her rishte mia hona chahiy kiunk phier Mohabat humari zindagion se kabhi khatam nahi ho gi

  4. #4
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default


Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •