mehmil. jab roz qayamat Allah zameen o aasman ko bulaye ga. .. . to har cheez khenchi chali aaye gi. . toan ya karahan,
khushi se ya na khushi se. jab hum Allah ke bulanay par namaz aur quran ki taraf nahi atay to Allah hamaray liye aisay halaat bana deta hai ,
yeh duniya itni tang kar deta hai ke hamein zabardasti, sakht na khushi ke aalam mein aana parta hai aur phir hum karahan bhi bhaag kar atay hain
aur is ke ilawa hamein kahin panah nahi millti. is ki taraf touan aa jayo mehmil. . warna tumhe karahan aana padega .
( nimra Ahmed ke shahkaar novel" musehaf" se iqtabas )