Results 1 to 7 of 7

Thread: Winner of Mohabbat Kadah September 2014

  1. #1
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    candel Winner of Mohabbat Kadah September 2014



    winner hain...


    attiaahsan




    Sawal Yeh Tha...



    محبت ایک بار نہیں ہوتی بار بار ہوتی ہے- اگر ایسا نہ ہو تو ہم ساری زندگی ایک ہی شخص کی یادوں کا خیمہ تان کر دنیا سے نہ کٹ جائیں_انسان بہت
    عجیب ہے وہ جینے کیلئے سو جواز کہیں نہ کہیں سے ڈھونڈ ہی لیتا ہے_




    jis ka jawab inho ne yeh dya ...

    ggg mia iss baat se Itfaq karti hoon k Insaan apni zindagi mia aik bar nahi balk kayi bar Muhabat karta hia
    Muhabat kisi aik Rishtay ya Shaks ka tu naam nahi balky aik Jazbe ka naam hia ju her Taluaq her rishte mia hota hia aur agar na ho tu phier her rishta hi bemaiani ho
    mujhy bari shadeed harangi hoti hia jab mia kisi k muh se yeh jumla sunti hoon k mujhy ab kabhi muhabat nahi ho sakti ya nahi karo gi /ga 02 - Winner of Mohabbat Kadah September 2014
    kabhi kabhi youn b hota hia k hum sari zindagi ios aik Muhabat ki yaad mia guzar dite hia apne her rishte se cut kar k hum sirf jee rahe hian . likeen zindagi ka aik hisa guzar kar humin yeh Adrak hota hia k jin k sath hum apni zidagi bas jee rahe hote hian asal Mohabat tu wo hia aur jis ki yaad mia hum ne apni zindagi k Qimati pal zaiya kar diye wo tu bas aik sirab tha hum Dil ko yeh zaroor samjhate rahte hian k hum bas usi shakhs se Muhabat karte hian per asal mia hum dil ko order kar rahe hote hian likeen yeh Dil hum se Thora ziyda Wafadar hota hia yeh khud se jhori Muhabton ko hum se ziydha janta hia aur un k samne sar tasleem kham hone mia b ziydha waqt nahi lagata 07 - Winner of Mohabbat Kadah September 2014
    Bholna aik alhida Baat hia bholta tu insaan kuch b nahi apni zindagi mia piash ane walla acha bura sab insan ko yaad rihta hia tu phier koi kisi Taluq ko kase bhol sakta hia ksi ko bhol jana aur kisi aur se Muhabat karna do alihda cheezin hian humin Buri cheezin b yaad rahti hian acha bura zindagi ka her Tajurba Insan ko yaad rihta hia iss ka yeh matlab nahi hota k Insan Tajaba karna chor dita hia yahoo - Winner of Mohabbat Kadah September 2014
    Mera man'na yeh hia k kase koi kisi aik Muhabat k peche apne se wabasta sarri Muhabtin farmosh kar sakta hia
    chale aik choti si masal lite hian aik Shaks jis ko us ki Muhabat nahi mili tu kia wo apne Maa Baap Bhen Bhaion se Muhabat karna chor diye ga
    aik Aurat jise uss ki Muhabat nahi milti baki her rishte se tu wo chalo samjhota kar k guzara kar liti ho gi likeen kia aik aurat apne Bachon se Muhabat nahi karti
    Tu dar khaqeeqat hum apni Zidagion mia boht se logon aur Rishton se Muhabat karte hian Muhabat sirf kisi aik rishte tak mahdood nahi
    Mohabat rishta nahi balky Jazba hia ju humari zindagi mia shamal her rishte mia hona chahiy kiunk phier Mohabat humari zindagion se kabhi khatam nahi ho gi yahoo - Winner of Mohabbat Kadah September 2014







  2. #2
    Join Date
    Apr 2010
    Location
    k, s, a
    Posts
    14,630
    Mentioned
    215 Post(s)
    Tagged
    10287 Thread(s)
    Rep Power
    1503272

    Default



    Attia
    Thanxxxxx @naz;

  3. #3
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default

    lolzz maine kha pata naih chala shyd khud he winner lolz

  4. #4
    Join Date
    Jan 2014
    Location
    Lahore.Pakistan
    Posts
    677
    Mentioned
    42 Post(s)
    Tagged
    1823 Thread(s)
    Rep Power
    221352

    Default

    original?vmpbl 1&amppx 1 - Winner of Mohabbat Kadah September 2014
    f1mo82 - Winner of Mohabbat Kadah September 2014

  5. #5
    *jamshed*'s Avatar
    *jamshed* is offline کچھ یادیں ،کچھ باتیں
    Join Date
    Oct 2010
    Location
    every heart
    Posts
    14,585
    Mentioned
    138 Post(s)
    Tagged
    8346 Thread(s)
    Rep Power
    21474865

    Default

    2569314yl0whod8l5 - Winner of Mohabbat Kadah September 2014
    کہاں اتنی سزائیں تھیں بھلا اس زندگانی میں
    ہزاروں گھر ہوئے روشن جو میرا دل جلا محسنؔ


  6. #6
    Join Date
    Oct 2013
    Location
    Limits
    Posts
    6,236
    Mentioned
    718 Post(s)
    Tagged
    5714 Thread(s)
    Rep Power
    1939206

    Default

    2875234wqh6h6i8ro - Winner of Mohabbat Kadah September 2014

    very nice writing sis
    i appriciate

  7. #7
    Join Date
    Dec 2009
    Location
    SAb Kya Dil Mein
    Posts
    12,694
    Mentioned
    1006 Post(s)
    Tagged
    2307 Thread(s)
    Rep Power
    21474864

    Default

    1503646927fae0ed80bcd479aa6f4271af63c0ce - Winner of Mohabbat Kadah September 2014





Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •