zindagi mein hamaray sath chalne wala har shakhs is liye nahi hota ke hum thokar kha kar gireen aur hamein sambhaal le, haath thaam kar, girnay se pehlay ya baazu khech kar girnay ke baad, baaz log zindagi ke is safar mein hamaray sath sirf yeh dekhnay ke liye hotay hain ke hum kab kahan aur kaisay girtay hain, lagnay wali thokar hamaray ghutnon ko zakhmi karti hai ya hathon ko, khaak hamaray chehray ko ganda karti hai ya kapron ko .
( Ameera Ahmed ke novel thora sa aasman )