mout kya hai ?
mein ne baar ha is mauzo par ghhor kya ke
“Mout“ kya hai ?
is se zindagi ka kya rishta hai ?
aik dafaa mein ne aik samandari jahaaz dekha, jab woh saahil se daur howa aur nazron se oojhal ho gaya to logon ne kaha ke “chala gya“ .
mein ne socha daur aik bandar gaah ho gi, wahan yahi jahaaz dekh kar log keh rahay hon ge ke “Aa gya“
shayad isi ka naam mout hai, aik purani zindagi ka khtama aur nai zindagi ki ibtida. . .
( khalil jibran )
Last edited by Sachii Dosti; 01-12-2014 at 11:35 PM.
Shukriya
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا