استغفراللہ عقائد ہی تو سب کچھ ہیں اگر عقیدے کو نہ بچانے ہوتا کے اللہ تعالیٰ ایک ہیں اور اس کے سوا کوئی معبود نہیں
تو پهر بهارت میں ہمیں کیا تکلیف تهی جو اتنی قربانیاں دے کے پاکستان خاصل کرتے
sahi kaha hai,aqaid ko riyasat kay tabey hona chahey,iss ki sab sy bri example
Saoodi Arab,UAE etc hai,jahan riyast islam kii tarshreh karti hai,Juma kay
liey khutba ka decsion riyasat kartii hai etc,iss sayy intahsarr aor firqa bandi
say bacha ja sakta hai............
Riyasat islami hogi to obviously aqaid b mufarraq nhi hon ge...
islami ryasat khuda ki wehdaniyat ki nafi q kry gi???
Secondly aqaid ryasat k tabia hon to boht se fitno se bacha ja skta hai
i think ap is point ko negative le kr ja rahy hain.......
agar ye baat non islamic state k liye ho to un k liye b theek
lekin musalmano ki obviously reyasat aur qanoon islamic hi hoga ......
,,,وہی تو سب سے زیادہ ہے نُکتہ چِیں میرا
..!!!جو مُسکرا کے ہمیشہ گلے لگائے مجھے
Aqaid ki jagah agar Qanoon ya Zabtay ki baat ki jati to darust tha. Magar Aqaid (belief system) ka riyasat k taba hona meri aqal se to bal tar hai.