Chalo Faraz ab mosam ka maza chakhein,
Tamam dawaa'ein bacho ki pohonch se door rakhein,
Faraz kya milan ki ab justujoo karein,
Tabiyat zyaada kharab ho to doctor se rujoo karein,
Hamari chahat ka kuch to khayal karein,
Dawaai achi tarah hila kar istimaal karein,
Dil mera doob gaya jab uski uthi doli,
Subah sahaam khaaney ke baad 1 goli,
Woh to ishq karne pe raza-mand hai,
Sunday ke din clinic band hai
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا
so nice ji