Results 1 to 4 of 4

Thread: Ghazal: Havas-Naseb nazer ki kahin Qaraar Nahin ' Sahir Lud

  1. #1
    Join Date
    Aug 2009
    Location
    Jodhpur . India
    Age
    83
    Posts
    6,218
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    23 Thread(s)
    Rep Power
    21474858

    candel Ghazal: Havas-Naseb nazer ki kahin Qaraar Nahin ' Sahir Lud

    Havas-Nasib Nazar Ko Kahin Qaraar Nahin Main Muntazir Hun Magar Teraa Intazaar Nahin. Hamin Se Rang-E-Gulistaan Hamin Se Rang-E-Bahaar Hamin Ko Nazm-E-Gulistaan Pe Ikhtiyaar Nahin. Abhi Na Chhed Mohabbat Ke Git Ae Mutarib Abhi Hayaat Kaa Mahaul Khushgavaar Nahin. Tumhaare Ahd-E-Wafaa Ko Ahad Main Kyaa Samajhun Mujhe Khud Apani Mohabbat Kaa Aitabaar Nahin. Na Jaane Kitane Gile Is Men Muztarib Hai Nadim Wo Ek Dil Jo Kisi Kaa Gilaagusaar Nahin. Ye Kis Maqaam Pe Pahunchaa Diyaa Zamaane Ne Ki Ab Hayaat Pe Teraa Bhi Ikhtiyaar Nahin.

  2. #2
    Join Date
    Aug 2009
    Location
    Jodhpur . India
    Age
    83
    Posts
    6,218
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    23 Thread(s)
    Rep Power
    21474858

    Default

    Havas-Nasib Nazar Ko Kahin Qaraar Nahin
    Main Muntazir Hun Magar Teraa Intazaar Nahin.

    Hamin Se Rang-E-Gulistaan Hamin Se Rang-E-Bahaar
    Hamin Ko Nazm-E-Gulistaan Pe Ikhtiyaar Nahin.

    Abhi Na Chhed Mohabbat Ke Git Ae Mutarib
    Abhi Hayaat Kaa Mahaul Khushgavaar Nahin.

    Tumhaare Ahd-E-Wafaa Ko Ahad Main Kyaa Samajhun
    Mujhe Khud Apani Mohabbat Kaa Aitabaar Nahin.


    Na Jaane Kitane Gile Is Men Muztarib Hai Nadim
    Wo Ek Dil Jo Kisi Kaa Gilaagusaar Nahin.

    Ye Kis Maqaam Pe Pahunchaa Diyaa Zamaane
    Ne Ki Ab Hayaat Pe Teraa Bhi Ikhtiyaar Nahin.

  3. #3
    Join Date
    Dec 2014
    Location
    soudi arab makkah
    Age
    37
    Posts
    599
    Mentioned
    1 Post(s)
    Tagged
    92 Thread(s)
    Rep Power
    214760

    Default

    wo kon tha jo mujhy aisy mila k koi gham na raha ,



    Jo dour reh kr b mujsy dour na raha,
    Jany kab sy hamy uski talash thi.
    Jb btana chaha usy tou koi lafz na raha,
    Usy dakhny ki chah me nighahen tarsi hy meri
    Or jb nigha mili tou waqt hi na raha ,
    Lamha lamha uski yado me hi guzar jata hy.

  4. #4
    Join Date
    Aug 2009
    Location
    Jodhpur . India
    Age
    83
    Posts
    6,218
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    23 Thread(s)
    Rep Power
    21474858

    Default

    Bahuat khoobsurat kalaam se
    Nawaaza janab aapne. Bahut achha laga.
    Shukriya.

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •