Ghalib Vs Iqbal Vs Faraz Vs Wasi Vs Ayyaz

Ghalib:
Ghalib Sharab Peene De Masjid Mein Beth Ker,
Ya Wo Jagah Bata Jahan Khuda Nahi.

Iqbal:
Masjid Khuda Ka Ghar Hai Peene Ki Jagah Nahi,
Kafir K Dil Mein Ja Wahan Khuda Nahi.

Faraz:
Kafir K Dil Se Ayah On Ye Dekh Ker Faraz,
Khuda Mojood Hai Wahan Per Usay Pata Nahi……

Wasi:
Khuda To Mojood Dunia Mein Her Jaga Hai,
Tu Jannat Mein Ja Wahan Peene Se Mana Nahi……

Ayyaz:
Peene K Liya Mukadas Jagay Na Duhand Ayyaz,
Ager Tujha Duniya Sa Hi Ba-Khaber Raha Na Hai.
Peene Ki Per Kia Zarorat Hai Khuda Ki Kasam,
Sajda Ma Juka Raha Din Raat Is K Nasha Zindagi Bhair Nahi Utra Ga……